Famous Dialogues from Movie – Main Tulsi Tere Aangan Ki (1978)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Main Tulsi Tere Aangan Ki released in year 1978

Zindagi sirf beete hue dino ki yaad nahi hai … zindagi yahan hai, abhi hai … isse jeena seekho, iski izzat karna seekho

by Vijay Anand
categorised in World & Universe
and also in Life, Inspiration
——-

Mehmaan apni khushi se aate zaroor hai … lekin jaate ghar waalon ki marzi se hai

by Vijay Anand
categorised in World & Universe
and also in Guest, House
——-

Pyar ki mithaas hamesha theek hoti hai … na kam, na zyada

by Asha Parekh
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Har vaishya mein ek aurat bhi hoti hai … jise na jeene ka mauka milta hai, na marne ka

by Asha Parekh
categorised in World & Universe
and also in Women, Drama
——-

Main tumhari parchai nahi ke halaat ke andhere mein tumhe chhodkar … roshni dhoondti hui kahin aur chali jaon

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Zindagi ki kuch baatein itni khoobsurat hoti hai … joh waqt se pehle nahi batayi ja sakti hai

by Nutan Behl
categorised in World & Universe
and also in Time, Drama
——-

Jis ladki se pyar karta hoon usse shaadi nahi kar saka … aur jisse shaadi ki hai usse pyar nahi

by Vijay Anand
categorised in World & Universe
and also in Marriage & Wedding, Drama
——-

Duniya ki koi maut pyar ki zindagi se zyada khubsoorat nahi

by Vijay Anand
categorised in World & Universe
and also in Death, Life, Romance
——-

Ab aisa lagta hai jaise main koi aadmi nahi, ek laawaris deewar hoon … jis par har aane jaane waala thook deta hai, gaali likh deta hai

by Vinod Khanna
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Tu sharaab ki botal hai … tujhe peekar log apne aap aur apne khandan ko gaaliyan dete hai

by Nutan Behl
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Family, Drama
——-

Bade log badtameezi bhi karte hai toh badi hi … choti nahi

categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Kal ki vaishya aaj kisi shareef ghar ki bahu nahi ban sakti

by Asha Parekh
categorised in World & Universe
and also in House, Drama
——-

Rajput apni baat rakhne ke liye mushkil hi nahi … namumkin cheezen karne ke liye mashoor hai

by Vijay Anand
categorised in World & Universe
and also in Royal
——-

Prem toh ek badal ki tarah hai joh achanak aa jaata hai, achanak baras jaata hai … aur chand nikal aata hai

by Vijay Anand
categorised in World & Universe
and also in Romance, Weather

In case there are some dialogues missed from the movie Main Tulsi Tere Aangan Ki (genre: Drama) from 1978, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *