Famous Dialogues from Movie – Dharam Veer (1977)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Dharam Veer released in year 1977

Mard ka khoon aur aurat ke aasoon jab tak na bahe … unki keemat nahi lagayi ja sakti

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Men, Women
——-

Bahaduri ka naya dhang sikha gaya hai koi … chukake khoon ki keemat chala gaya hai koi … Dharam aur Veer ka naam reh jaye dharti par … sabak zamane ko aaisa sikha gaya hai koi

categorised in World & Universe
and also in Poem, Courage
——-

Aap jis roti ko sone aur chandi ke bartanon mein khakar ghamand ka dakaar lete hai … hum gareeb ussi roti ko mitti ke toote phoote bartanon mein khakar bhagwan ka gun-gaan karte hai

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Religion & God
——-

Agar taqdeer mein maut likhi hai toh koi bacha nahi sakta … agar zindagi likhi hai toh koi mai ka laal maar nahi sakta

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Death, Life, Luck & Destiny
——-

Manushya sari duniya par vijay prapt kar sakta hai … lekin mrityu par vijay prapt kar nahi sakta

categorised in World & Universe
and also in Victory & Success, Death
——-

Hum tumhe woh maut maarenge ki ek baar maut bhi kaanp uthegi

categorised in World & Universe
and also in Death

In case there are some dialogues missed from the movie Dharam Veer (genre: Drama) from 1977, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *