Famous Dialogues from Movie – Sabse Bada Rupaiya (1976)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Sabse Bada Rupaiya released in year 1976

Dhan daulat ko chalti phirti chaya kaha gaya hai … aaj hai toh kal nahi … fakr toh us daulat pe kiya jaye joh kabhi insaan ka saath na chhode … aur woh hai sachai aur imaan ki daulat … insaaniyat, daya aur dharam ki daulat

by Vinod Mehra
categorised in World & Universe
and also in Money, Truth & Honesty, Inspiration
——-

Yeh duniya than-than gopal ki hai … jiske paas rupaiya nahi woh kuch nahi

by Mehmood
categorised in World & Universe
and also in Money, World & Universe
——-

Aadmi ki achchai, uska character tab puja jaata hai jab uske paas rupaiya ho … jab rupaiya paas na rahe toh aam logon ki nazar badal jaati hai

by Vinod Mehra
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Money
——-

Jise mile qadardan aaisi sundar … woh prani hai naseeb ka sikandar

by Mehmood
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny
——-

Insaan ki sabse badi daulat hai uski insaaniyat, uska character

by Vinod Mehra
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Money

In case there are some dialogues missed from the movie Sabse Bada Rupaiya (genre: ) from 1976, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *