Famous Dialogues from Movie – Charas (1976)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Charas released in year 1976

Joh aurat kisi ke pyar ki kasam kha chuki ho … woh paraye mard ke haath lagne se hi mar jaati hai

by Hema Malini
categorised in World & Universe
and also in Women, Drama
——-

Khushi toh naam hai tumse nazar milane ka … nazar milana ek bahana hai dil lagane ka

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Lalach insaan ko ek pagal kutta bana deti hai … joh apne malik ko bhi kaat leta hai

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds
——-

Mere dil mein toh ek jwalamukhi hai jiske dhadakte sholon mein … in logon ko zinda jala dene ko jee chahta hai

by Aruna Irani
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Pyar ek panchi hai joh aasman ki bulandiyon tak udhna chahta hai … magar insaan ke farz aur majbooriyan usse dharti se door nahi jaane deti

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Romance, Animals & Birds, Drama
——-

Tum asteen ke woh saanp nikle jiska kaata pani tak nahi maangta

by Dharmendra
categorised in World & Universe
and also in Drama, Animals & Birds
——-

Har smuggler desh ka gaddar hota hai … aur charas ka smuggler apne desh ka hi nahi … sari insaaniyat ka dushman hota hai

categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal, Enemy
——-

When I kill them … they stay dead

by Amjad Khan
categorised in World & Universe
and also in Action

In case there are some dialogues missed from the movie Charas (genre: ) from 1976, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *