Famous Dialogues from Movie – Kasauti (1974)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Kasauti released in year 1974

Duniya mein har cheez bik sakti hai … lekin gareeb ka samman nahi

by Hema Malini
categorised in World & Universe
and also in Drama, World & Universe
——-

Jis tarah ladki ka thopda bighad jaane se usse dulha nahi milta na … ussi tarah gadi ka thopda bighad jaane se usse savari nahi milti

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Transportation, Women, Comedy
——-

Issi ka naam zindagi hai … koi jaata hai, koi aata hai … koi khota hai toh koi paata hai … lekin yeh zindagi apni raftaar se chalti rehti hai

categorised in World & Universe
and also in Life
——-

Gareebi se sharmana, usse nafrat karna … sabse bada apradh hai

by Sulochana Latkar
categorised in World & Universe
and also in Crime
——-

Paise ka koi rang nahi, roop nahi … koi dharam nahi, imaan nahi … koi punya nahi, paap nahi

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Money
——-

Ladki ke liye jail jaana ek aaisa daag hai … joh maut bhi usse nahi mitta sakti

categorised in World & Universe
and also in Women, Death

In case there are some dialogues missed from the movie Kasauti (genre: Drama) from 1974, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *