Famous Dialogues from Movie – Nirdosh (1973)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Nirdosh released in year 1973

Sari duniya bhi joh thukraye toh kya hota hai … jiska koi nahi hota uska khuda hota hai

by Sujit Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Religion & God, World & Universe
——-

Pyar ki maar bahut buri maar hoti hai … aadmi jeete jee mar jaata hai

by Vinod Mehra
categorised in World & Universe
and also in Romance, Drama
——-

Aurat ko apni jaan se zyada apni aabru azeez hoti hai … aur apni pavitrata ki raksha ke liye aurat jaan de sakti hai aur jaan le sakti hai

by Vinod Mehra
categorised in World & Universe
and also in Women, Life
——-

Aurat ki aabru jab luttati toh uske kaleje mein aag lagti hai … aur woh aag us waqt tak nahi bhujti … jab tak woh apna inteqam na lele

categorised in World & Universe
and also in Women, Revenge
——-

Joh bhi aaya hai tere paas baitha chahe … hum kahan tak tere pehlu se sarakte jaaye

by Sujit Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Joh main paaon apne piya ko, aakhiyan mein rakh loon … na main dekhoon koi ore, na toku dekhan doon

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance
——-

Mitt gaye jiske liye naam tak uska na liya … kaash is baat ki usko bhi khabar ho jaati

by Sujit Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance

In case there are some dialogues missed from the movie Nirdosh (genre: Drama) from 1973, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *