Famous Dialogues from Movie – Kal Aaj Aur Kal (1971)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Kal Aaj Aur Kal released in year 1971

Aadat kisi bhi kisam ki ho achchi ya buri … uska ghulam hona buri aadat hai

by Randhir Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Dushmani ko khareedne kahi jana nahi padta … aur dosti kisi bhi keemat pe nahi milti

by Raj Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Enemy, Inspiration
——-

Do suiyon ke beech zindagi kya kya khel dikhaye … naya purana natak karta waqt guzarta jaye

by Raj Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Time, Life
——-

Naya kitna hi naya kyun na ho … uski buniyaad purani hoti hai

by Randhir Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jab jeb thandi hoti hai toh dimaag garam ho jaata hai

by Prithviraj Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Money
——-

Agar hum apne buzurgon ki nakhushi ki buniyaad par apni khushiyon ki imaarat khadi karenge … toh woh zyada din nahi tik payegi

by Randhir Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Happiness, Sadness, Drama
——-

Na zehan mein aap, na rum mein aap … dono jahan pukar aaye, kahan hai aap … itna guroor husn pe achcha nahi janaab … humko lagalo dil se samajhkar yahi kitaab

by Roopesh Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Food & Drinks, Romance
——-

Joh aaj naya hai, kal purana ho jayega … joh aaj purana hai, kal naya bankar samne aayega

by Prithviraj Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Inspiration

In case there are some dialogues missed from the movie Kal Aaj Aur Kal (genre: Drama) from 1971, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *