Famous Dialogues from Movie – Khoon Pasina (1977)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Khoon Pasina released in year 1977

Gundon ka mazhab gundagardi hota hai

by Kader Khan
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Religion & God
——-

Tera husn meri taqat, teri tezzi meri himmat … is sangam se joh aulad pehda hogi … yun samajh aulad nahi faulad hogi

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Courage
——-

Jis din gareeb baghavat par utarta hai … toh dhanwan toh kya usse bhagwan bhi nahi rok sakta

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Drama
——-

Sache insaan ko aag jala nahi sakti … talwar kaat nahi sakti … aur sache insaan ko zindagi ki takleefein rula nahi sakti

categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Inspiration
——-

Agar kisi ki beti ki izzat ek baar lut jaye … toh duniya ki sari daulat usse vapas nahi la sakti

by Vinod Khanna
categorised in World & Universe
and also in Women, Drama, Money
——-

Koi aurat hokar bhi bandook utha leti hai … aur koi mard hokar bhi chudiyan pehen leta hai

by Aruna Irani
categorised in World & Universe
and also in Women, Men, Drama
——-

Aaj ke baad aapka koi bhi aadmi yahan nazar nahi aana chahiye … varna aaisi dhulai karoonga ki saath pushton tak aapki aulad ganji pehda hongi

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Action, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Khoon Pasina (genre: ) from 1977, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *