Famous Dialogues from Movie – Zorro (1975)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Zorro released in year 1975

Inquilaab bhookhe pet se pehda hota hai … aur inquilaab ki aag bade bade rajmahalon ko jalakar khaakh kar daalti hai

categorised in World & Universe
and also in House
——-

Sadu, samay aur jal kabhi ek jagah nahi tikte … suraj ki tarah chalte hi rehte hai

categorised in World & Universe
and also in Time
——-

Joh talwar ke sahare jeeta hai … woh talwar se hi maara jaata hai

categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Talwar insaan ki raksha ke liye hoti hai … hatya ke liye nahi

categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Aurat maa ban sakti hai, behan ban sakti hai, biwi ban sakti hai … lekin dost kabhi nahi … aur jab woh dost ban jaati hai toh badi khatarnak hoti hai

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Women, Friendship

In case there are some dialogues missed from the movie Zorro (genre: ) from 1975, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *