Famous Dialogues from Movie – Namak Haraam (1973)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Namak Haraam released in year 1973

Baarish ki boondon se darne waale toofan ka muqabla nahi kar sakte

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Weather, Drama
——-

Jigar ki chot hai aye dost, dauraahi nahi jaati … lapat hai aag ki, hoton pe phir laayi nahi jaati

by Raza Murad
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Drama
——-

Akal se sirf nakshe ban sakte hai … imaaratein nahi

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Nadiya se dariya, dariya se sagar, sagar se gehra hai jaam … jaam mein doob gayi hai yaaron, mere jeevan ki har shyam

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Poem, Life, Drama
——-

Footpath har sadak hi hai aashiyan hamara … rehne ko ghar nahi hai, sara jahan hamara

by Raza Murad
categorised in World & Universe
and also in Shayari, House, World & Universe
——-

Aaj ke samaaj mein imaandar hokar koi bhi crorepati nahi ho sakta

by Simi Garewal
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Money
——-

Jis din ek mazdoor kaam pe nahi jaata … uske ghar par chula nahi balki uska pet jalta hai

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Job & Career, House, Drama
——-

De jaam ya gham de humko … sharaab bhi pee jaati hai aur aasoon bhi peeye jaate hai

by Raza Murad
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Sadness, Food & Drinks
——-

Jahan yaar nahi wahan pyar nahi … jahan pyar nahi wahan yaar nahi

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Romance
——-

Hum mein khilane waale haath abhi pehda nahi hue

by Amitabh Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jeene ki aarzoo mein marre ja rahe hai log … marne ki aarzoo mein jeeye ja raha hoon main

by Raza Murad
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Namak Haraam (genre: Drama) from 1973, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *