Famous Dialogues from Movie – Yeh Gulistan Hamara (1972)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Yeh Gulistan Hamara released in year 1972

Rajneeti ke vachan samay ki zaroorat dekhkar diye jaate hai … aur ussi tarah samay ki zaroorat dekhkar todh diye jaate hai

by Jankidas Mehra
categorised in World & Universe
and also in Politics, Time
——-

Jail ki deewar ko todkar bhaag jaana aasaan hai … lekin prem aur dosti ki deewar ko phandna namumkin hai

by Dev Anand
categorised in World & Universe
and also in Drama, Friendship, Romance
——-

Yeh azaadi ki ladai mere mar jaane se khatam nahi hogi … yeh ladai toh mere mar jaane ke baad shuru hogi … aur us waqt tak ladi jaati rahegi jab tak yeh Bharat maa ke bichade hue bachche maa ki ghod mein vapas nahi chale jaate

by Dev Anand
categorised in World & Universe
and also in War & Battle, Patriotism
——-

Pyar jab nafrat mein badal jaata hai … toh khatarnak ho jaata hai

by Dev Anand
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Yahan suraj hamari aagya lekar nikalta hai aur chand hamare ishare se doobta hai … hamare liye aane waale kal aur guzar jaane waale kal mein koi fark nahi … dono hi hamare ghulam hai

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Drama, Rowdyism
——-

Devta ki mahaan shakti apne bhakton ki hamesha raksha karti hai

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Religion & God
——-

Dosti aur wafaadari ka saboot baaton se nahi … kaam se diya jaata hai

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Truth & Honesty
——-

Aadmi zindagi aur maut dono se jhoot bol sakta hai … lekin apni premika se nahi

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Life, Death

In case there are some dialogues missed from the movie Yeh Gulistan Hamara (genre: Drama) from 1972, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *