Famous Dialogues from Movie – Raampur Ka Lakshman (1972)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Raampur Ka Lakshman released in year 1972

Kadve sach se meetha jhoot kabhi kabhi achcha hota hai

by Randhir Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Truth & Honesty
——-

Joota kitna bhi keemti ho paon mein hi pehna jaata hai … sar pe nahi

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes
——-

Pyar ka samay kam hai jahan … ladte hai log kaise wahan

by Shatrughan Sinha
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Main paidahishi imaandar hoon … baimaan ki maut marna mere liye beizzati hai

by Ranjeet
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Lies & Cheating, Death
——-

Likhna padhna toh school mein sikhaya jaata hai … lekin insaaniyat school mein nahi, sanskaron se aati hai

by Sulochana Latkar
categorised in World & Universe
and also in Education, Drama
——-

Kaisa re baandha prem ka bandhan … loot liya mera komal tann mann … jaa ghar jaa tu dekh le darpan … lagti hai burman ki lotan … tu mera jogi main teri jogan … main teri Rati tu mera Madan … na main jogi na main Madan … main toh hoon Raampur ka Lakshman

by Randhir Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Poem, City & Places, Romance

In case there are some dialogues missed from the movie Raampur Ka Lakshman (genre: Drama) from 1972, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *