Famous Dialogues from Movie – Gora Aur Kala (1972)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Gora Aur Kala released in year 1972

Sau baar jahannam mein jalana ya rab … jee chahe toh phansi pe chadana ya rab … mashooq kahe humko buzurg … woh din na dikhana ya rab

by Rajendra Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Religion & God, Death
——-

Zindagi mein yahi tamanna bhi thi hamari … ki jab bhi pyar karenge ya toh taaron ki chaon mein ya talwaron ke saaye mein

by Rajendra Kumar
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Hamari shayari mein apne husn ka rang bhar do … hamari awaaz ko apni adaon ka saaz do … hamare tassavur ko zindagi bhaksh do

by Rajendra Kumar
categorised in World & Universe
and also in Poem, Music, Romance
——-

Baaghi kamzor ho toh usse phansi ka takhta milta hai aur taqatwar ho toh takht milta hai

by Prem Chopra
categorised in World & Universe
and also in Death, Royal
——-

Ya rab tu apni jannat ko rehne de apne paas … humne zameen pe kar liya jannat ka nazara

by Rajendra Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Religion & God
——-

Talwar zulm karne ke liye bhi uthti hai aur zulm rokne ke liye bhi … joh zulm rokne ke liye talwar ko uthta hai wohi bada kaam karta hai

by Prem Nath
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Action
——-

Maa ki mamta ko maut ke thapadhe bhi nahi badal sakte

by Sulochana Latkar
categorised in World & Universe
and also in Parents, Death
——-

Joh doosron ke liye zehar gholta hai … usse khud bhi zehar peena padta hai

by Prem Chopra
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Tohe neend kaise aave hai re moore neend ki dushman … yahan toh har raat kaali nagin bankar aave hai, dasse hai, jaan mein zehar gholke chali jaave hai

by Rekha
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Life

In case there are some dialogues missed from the movie Gora Aur Kala (genre: Action) from 1972, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *