Famous Dialogues from Movie – Kati Patang (1970)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Kati Patang released in year 1970

Apnepan ke liye kisiko apna banana zaroori nahi … jisse bhi apnapan mil jaye wohi apna hai

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Drama
——-

Na koi tarang hai, na koi umang hai … meri zindagi bhi kya ek kati patang hai

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Life, Sadness
——-

Agar sharaab dukhon ko mitta sakti … toh har aadmi sharaabi ban jata

by Asha Parekh
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Sadness
——-

Kailash khud nahi sochta … doosro ko majboor karta hai sochne ke liye

by Prem Chopra
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Pyar apni jagah hai, daulat apni jagah hai … zindagi ke liye dono zaroori hai

by Prem Chopra
categorised in World & Universe
and also in Life, Romance, Money
——-

Aandhi mein udhte hue patte ko kya malum … usse kahan se kahan bhatakna hoga

by Asha Parekh
categorised in World & Universe
and also in Weather, Flowers & Trees, Drama
——-

Main joh aag lagata hoon … usse bhujana bhi jaanta hoon

by Prem Chopra
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Kavita se mann ko behlaya ja sakta hai … samjhaya nahi ja sakta

by Asha Parekh
categorised in World & Universe
and also in Romance, Poem
——-

Ghar mein devi jaisi bahu hai, toh phir tirth yatra ki kya zaroorat?

categorised in World & Universe
and also in House, Comedy, Family
——-

Bhagwan ki kaisi anokhi leela hai … kabhi sab kuch cheen leta hai … kabhi bahut kuch de deta hai

by Sulochana Latkar
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Drama
——-

Jab ghar ki jawaan bahu bahar rang raliyan manati phire … toh budhe sasur ko neend kaise aa sakti hai

by Nazir Hussain
categorised in World & Universe
and also in Family, House, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Kati Patang (genre: Romance) from 1970, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *