Famous Dialogues from Movie – Johny Mera Naam (1970)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Johny Mera Naam released in year 1970

Johny bure kaam toh karta hai lekin imaan ke saath

by Dev Anand
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty
——-

Bure kaam karte karte buri aadatein padh hi jaati hain

by Dev Anand
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jis roz ek chor doosre chor pe bharosa nahi karega … uss roz bhagwan bhi Allah miya pe bharosa nahi karenge

by Dev Anand
categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal, Religion & God
——-

Woh aadmi pehda nahin hua … kabhi na kabhi jiski neeyat na doli ho

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jawani ayaashi ka ek khoobsurat mauka hai

by Prem Nath
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Woh ladki, ladki kya … joh bade se bade aadmi ki neeyat ko dolne pe majboor na kar de

categorised in World & Universe
and also in Women, Drama
——-

Insaan sirf ek hadh tak bardaash karne ki taqat rakhta hai … aur takleef hadh se bahar ho jaaye … toh uska har ussool sheshay ki tarah toot tootkar girne lagta hai

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Aadmi ke jab burre din aate hai … toh uski akal maari jaati hai

by Jeevan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Insaan badi cheez ke liye kisi waqt bhi choti cheez ko chhod sakta hai

by Dev Anand
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Tumhare liye chaand bech sakta hoon … lekin imaan nahi

by Dev Anand
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Johny Mera Naam (genre: Romance) from 1970, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *