Famous Dialogues from Movie – Tumse Achha Kaun Hai (1969)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Tumse Achha Kaun Hai released in year 1969

Apne liye zinda rehna sirf zindagi hai … aur doosron ke liye zinda rehna sirf zindagi hi nahi … balki ibaadat hai, bhakti hai

by Rehman
categorised in World & Universe
and also in Life, Inspiration
——-

Sachai se kahin zyada kabhi kabhi masoom sa jhoot dil ko bada baahta hai

by Shammi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Truth & Honesty
——-

Punjab, Sind, Gujarat, Maharashtra … Bangal ho ke Hyderabad … Hindustan ke hum hai … Hindustan hamara

by Shammi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, City & Places
——-

Zevar utaarkar phir se pehne ja sakte hai … lekin ghar ki izzat woh zevar hai joh ek baar utar gayi toh phir nahi pehni ja sakti

by Shammi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama, House
——-

Yeh desh ek ghar aur tamaam sube uski mili-jhuli deewarein … agar yeh deewarein alag alag ho jaye … toh chhat, chhat nahi rahegi … dar, dar nahi rahega … ghar, ghar nahi rahega

by Shubha Khote
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, House
——-

Agar koi jawan potti jawan potte ko maarengi toh … potta mar jayenga lekin potte ka dil joh hai fadhakta rahenga … fatafat-fhat fatafat-fhat

by Mehmood
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Talwar ka zakhm bhar jaata hai … lekin zubaan ka zakhm nahi bharta

by Pran
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Dawa khali shareer ke hadh tak asar karti hai … magar dua dil ke gehraiyon se hoti hui bhagwan tak pahunch jaati hai

categorised in World & Universe
and also in Religion & God
——-

Agar ek biwi chali gayi toh doosri biwi mil sakti hai … chattees saas sasure mil sakte hai … magar ek sacha dost nahi mil sakta hai

by Mehmood
categorised in World & Universe
and also in Husband & Wife, Friendship
——-

Ladki khandan ki ek band mutthi hai … jab tak yeh mutthi band hai sharafat, sharafat hai … jis din yeh mutthi khul gayi … ek shareef ladki aur ek bazaari aurat mein koi farak nahi

by Shammi Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Women, Family
——-

Main all in one hoon … main driver ka motor hoon … main coach van ka ghoda hoon … mail maali ka bhageecha hoon … main kitchen ka bawarchi hoon

by Mehmood
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Transportation, Animals & Birds

In case there are some dialogues missed from the movie Tumse Achha Kaun Hai (genre: ) from 1969, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *