Famous Dialogues from Movie – Aradhana (1969)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Aradhana released in year 1969

Apne bachchon ke khatir kabhi na kabhi har maa ko rona padta hai … koi aasoon bahakar roti hai aur koi aasoon peekar

by Sharmila Tagore
categorised in World & Universe
and also in Parents, Sadness, Drama
——-

Prem mein mazaa hi tab aata hai jab ladki gusse waali ho

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Women, Romance
——-

Aaj main sari duniya ke samne sar uthake keh sakta hoon … najane kitne janam lene ke baad, najane kitni tapasya ke baad … tum jaisi maa, tum jaisi devi ka beta ban saka

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Parents, Drama
——-

Ek chota sa zakhm bahut gehra daag ban sakta hai … aur ek choti si mulaqat jeevan bhar ka saath ban sakti hai

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Yakeen nahi aata toh poocho in barfilay pahadon se, in nadi ki leharon se, in baharon se … hum dono ke dilon ki awaaz ek hai, joh saath saath milkar in vaadiyon mein goonj uthegi

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Romance, Weather
——-

Desh ke liye jaan nyochavar karne waalon se toh maut bhi darti hai

by Sharmila Tagore
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Death, Life
——-

Mann ko jalane se dukh door nahi hota hai … dukh ko toh koshish karke bhulana padta hai

categorised in World & Universe
and also in Sadness, Inspiration
——-

Kuch din pehle hum ek doosre ko jaante tak nahi the … aur kuch hi dino mein do se ek ho gaye … aur ab kuch hi dino mein teen

by Rajesh Khanna
categorised in World & Universe
and also in Romance, Comedy
——-

Ghar mein ghusne ke liye ghar ke naukar ko pehle patana chahiye

by Sujit Kumar
categorised in World & Universe
and also in House

In case there are some dialogues missed from the movie Aradhana (genre: ) from 1969, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *