Famous Dialogues from Movie – M.S. Dhoni : The Untold Story (2016)

Collection of some famous & popular dialogues from movie M.S. Dhoni : The Untold Story released in year 2016

Mujhe yakeen hai ki sirf shehar chote hote hai, wahan ke log aur unke khwaab nahi … mujhe yakeen hai aadmi ka kadh uske iraadon se naapa jaata hai … mujhe yakeen hai naseeb ki baat sirf woh karte hai joh kabhi bhi maidaan mein utre hi nahi … mujhe yakeen hai ki thakaan aur pressure sirf ek bhram hai … mujhe yakeen hai haar aur jeet ke beech ka faasla bada hai, par namumkin nahi … karo yakeen toh duniya tumhari

categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Victory & Success, Poem
——-

Ek bowler wicket lega … ek acha batsman kisi match mein aapke liye run banayega, kisi match mein nahi banayega … lekin ek acha fielder har match mein aapke liye run bachayega

by Sushant Singh Rajput
categorised in World & Universe
and also in Sports & Games
——-

Life mein sab ball ek samaan thodi na milega … merit pe khelna hai aur tike rehna hai … the score board will keep moving

categorised in World & Universe
and also in Sports & Games, Life, Inspiration
——-

A captain is only as good as the team

by Sushant Singh Rajput
categorised in World & Universe
and also in Sports & Games

In case there are some dialogues missed from the movie M.S. Dhoni : The Untold Story (genre: Biography) from 2016, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *