Famous Dialogues from Movie – Banjo (2016)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Banjo released in year 2016

Zindagi do choice deta hai … joh milta hai woh haath phailakar le lo … ya phir joh maangta hai woh haath uthakar cheen lo

by Ritesh Deshmukh
categorised in World & Universe
and also in Life, Rowdyism
——-

Tu nikal apne sapne ke peeche … aur jidhar bhi palatkar dekhegi na … apan khada milega tere peeche

by Ritesh Deshmukh
categorised in World & Universe
and also in Dreams
——-

Iska haath agar aadmi pe padhe toh aadmi hil jaata hai … aur agar banjo pe padhe toh bhi aadmi hil jaata hai

by Abhishek Bachchan
categorised in World & Universe
and also in Action, Music
——-

Kabhi socha hai ki Mumbai ko sapno ka shehar kyun kaha jaata hai … kyun ki yahan pe sapne sirf bungalow aur imaraton mein nahi … galiyon ki gandi naaliyon mein bhi palte hai

by Abhishek Bachchan
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Dreams, House
——-

Ghar nahi mila toh aasmaan ko chatt, footpath ko bistar bana diya … kabhi hawa khaya, kabhi gaali khaya … aur jab mila tab khana khaya

by Ritesh Deshmukh
categorised in World & Universe
and also in House, Food & Drinks
——-

Tereko udne ka hai na toh apun tera plane ban jayega … agar tairne ka hai toh tera boat ban jayega … agar girne ka rahega na toh parachute ban jayega … neend aaya toh takiya ban jayega … nahi aaya toh lori ban jayega

by Ritesh Deshmukh
categorised in World & Universe
and also in Transportation, Comedy
——-

Zindagi do choice deta hai … ya toh zindagi ko gaali dete rehne ka … ya phir joh zindagi mile usse gale lagane ka

by Ritesh Deshmukh
categorised in World & Universe
and also in Life, Inspiration
——-

Jab do log ka life ek hota hai na … toh unka sapna bhi ek hi mangta hai

by Ritesh Deshmukh
categorised in World & Universe
and also in Life, Dreams
——-

Apun patang, woh apni dor … woh morni, apun uska mor

by Ritesh Deshmukh
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Comedy
——-

Tujhe maroonga nahi … teri bajake jaaonga!

by Ritesh Deshmukh
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Woh maidaan waadi ke logon ka club hai … subah se shaam talak udhar kya kya activity chalta hai tumko malum hai? … subah ko public dabba leke baithta hai … shaam ko bacha log dabba eyes-spice khelta hai … cricket ka coaching chalta hai … couple log ka setting chalta hai … single log ka fielding chalta hai udhar … matter ho toh maidaan, mandavli ho toh maidaan … sangeet kursi ka dhamakedhar aayojan … fancy dress ka competition … bhel puri ka lorry … vada-pav, bhajji-pav ka gaadi … garba, dandiya, pooja, dooja sab udhar hota hai

categorised in World & Universe
and also in Sports & Games, Food & Drinks, Dance

In case there are some dialogues missed from the movie Banjo (genre: Comedy, Drama) from 2016, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *