Famous Dialogues from Movie – Ki & Ka (2016)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Ki & Ka released in year 2016

Robo hai tu robo, corporate robo … tere hardware mein koi soft feelings hi nahi hai

by Arjun Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Technology & Science, Job & Career
——-

Tere spaghetti jaise ghane lambe baal … olives jaisi kaali kaali, actually not so kaali kaali aankhen … baby corn jaisi nukeeli naak … cherry tomatoes jaise laal laal gaal … sliced bell pepper se bane honth … jalapeno si teekhi zubaan … chalti phirti pasta dish ho

by Arjun Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Comedy
——-

Sugarfree biscuit jis mein sugar kam hai … sugar waale biscuit se double mehenga … slim milk jis mein doodh kam hai … woh doodh waale milk se zyada mehenga hai … kam khana zyada khane se expensive ho gaya hai

by Arjun Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Money, Comedy
——-

Mera maqsad mehnat se bachna nahi … meri mehnat faltu maqsad se bachke rehna hai

by Arjun Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Aurat ke liye mard woh hota hai joh jaanta hai ki woh mard hai … woh nahi jisse apni chaddi ke andar ki cheez par vishvas kam ho … aur usse cheek cheekar duniya ko batana pade … ki main mard hoon, main mard hoon, main mard hoon

by Kareena Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Men, Adult
——-

Main apni maa jaisa banna chahta hoon

by Arjun Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Parents

In case there are some dialogues missed from the movie Ki & Ka (genre: Romance, Comedy) from 2016, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *