Famous Dialogues from Movie – Teraa Surroor (2016)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Teraa Surroor released in year 2016

Har insaan ne kabhi na kabhi, kisi na kisi se pyar kiya hai … us hi pyar ke naam zindagi kurbaan

by Himesh Reshammiya
categorised in World & Universe
and also in Romance, Life
——-

Duniya mein koi aaisa taala nahi bana jiski chaabi bhi na bani ho

by Naseeruddin Shah
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Joh insaan apni zid ko iraade mein badal de … us insaan ko apni manzil tak pahunchne se koi nahi rok sakta

by Himesh Reshammiya
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Kabhi kabhi zindagi bhi na ajeeb se karnaame karti hai … jab lagta hai sab kuch khatam hone wala hai aur achanak pachaas raste dikha deti hai

categorised in World & Universe
and also in Life
——-

Osama ko pakadne ke liye mulk, mazhab, maal aur military lag jaati hai … ask the neighbouring country … magar ek General Dyer ko maarne ke liye sirf ek Hindustani jigra aur yeh desi tamancha hi kaafi hai … ask the world

by Himesh Reshammiya
categorised in World & Universe
and also in Action, Patriotism
——-

Apne plans se zyada zaroori hai unke plans jaan lena … so you can be one step ahead

by Naseeruddin Shah
categorised in World & Universe
and also in War & Battle

In case there are some dialogues missed from the movie Teraa Surroor (genre: Romance, Comedy) from 2016, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *