Famous Dialogues from Movie – Guddu Ki Gun (2015)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Guddu Ki Gun released in year 2015

Kyun ki aapne itni ladkiyon ke saath hai khela … upar waale ne golden kar diya hai aapka kela

categorised in World & Universe
and also in Adult, Comedy
——-

Sunehre aksharon mein jayegi aapki kahani rachi … aur cheer dalenge hum tumhari jaan bachi kuchi

by Kunal Khemu
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Jab shareer pe chot lagti hai na toh mooh se gaali nikalti hai … par jab dil pe chot lagti hai na toh mooh se baddua nikalti hai

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Kabhi kabhi Anarkali ko Salim ke bajai Akbar se mohabbat ho jaati hai … vaise hi kabhi kabhi hone wali biwi, hone wali amma ban jaati hai

categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Uske liye ghun nahi gun ki zaroorat hoti hai … aur Guddu ki gun khara sona hai

by Kunal Khemu
categorised in World & Universe
and also in Adult, Comedy
——-

Karte hai washing powder ka vyapar aur bhabhiyon se pyar

categorised in World & Universe
and also in Business, Adult, Comedy
——-

Khuli aankhon se dekhta hoon kyun khwaab aaj kal … uske chehre se kyun hai gulaab aaj kal

by Kunal Khemu
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Flowers & Trees, Romance
——-

Khoobsirat khoobsurat se bahut bada hota hai

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Aate se hoga keval ghaata … agar khaoge band gobi toh dukaan band hogi … agar khaoge butter toh down hoga shutter … pyaaz se badega byaaj aur sauce se hoga sirf loss … issi liye khao keval daal aur kamao dher sara maal

by Kunal Khemu
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Money, Comedy
——-

Wah upar wale … tu jab bhi leta hai na … thappad maar maarke leta hai

by Kunal Khemu
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Comedy
——-

Chaalaki zindagi mein insaan ko aage toh zaroor pahuncha deti hai … magar jab chaal ulti padti hai na toh aadmi itni zor se girta hai ki awaaz nahi hoti … dhamaka hota hai

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Tum apne baap ko hi khanjar dikha rahe ho kanjar … ek laafa denge aur zindagi kar denge banjar

by Kunal Khemu
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Kaun kehta hai qayamat aayegi sab mar jayenge … hum Bihari hoon pedh pe chad jayenge

categorised in World & Universe
and also in Shayari, City & Places, Flowers & Trees
——-

Ek baar joh maine commitment kar di … toh phir main doosri commitment leta hoon aur uske baad teesri … kya hai na ki aadmi kabhi kabhi pehli commitment bhool jaata hai

categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Biwi ko chhodkar har purana cheez ka value hai aaj ki date mein

categorised in World & Universe
and also in Husband & Wife, Comedy
——-

Woh apne washing powder ki tarah … apni chikni chupdi baaton se bholi bhali ladkiyon ko pehle bhigota hai … phir unhe nichhodta hai … aur phir unhe sookhe kapde ki tarah taar par taangkar chala jaata hai

categorised in World & Universe
and also in Adult
——-

Inka dil hai chota, badi hai gaadi … aur dhanda poora sarkari

categorised in World & Universe
and also in Business, Government, Transportation

In case there are some dialogues missed from the movie Guddu Ki Gun (genre: Comedy) from 2015, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *