Famous Dialogues from Movie – Dil Dhadakne Do (2015)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Dil Dhadakne Do released in year 2015

Aaisa kyun hai ki jab koi saath hai toh insaan usse kitni baatein kehna bhool jaata hai … aur aaisa kyun hai ki jab koi door chala jaata hai … toh insaan ko kitni baatein yaad aati hai joh keh deni chahiye thi

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Dil se faisla karo tumhe kya karna hai … dimaag tarkeeb nikaal lega

by Anushka Sharma
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Agar koi alag tarah jeena chahta hai, toh usse jeene do … har dil apni hi tarah dhadakta hai, har dil dhadakne do

categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Tum itni smart hote hue itni stupid kaise ho sakti ho

by Farhan Akhtar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Khel mein toh haar jeet lagi rehti hai … afsoos woh karte hai jinka khel khatam ho gaya ho

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Sports & Games, Victory & Success, Defeat & Failure
——-

Insaan bhi ajeeb hote hai … baat kehni kisi se hai magar kehte kisi aur se hai … aur sabse zyada joh baat kehne mein sharmaate ya katrate hai … woh hai pyar ki baat, mohabbat ki baat

categorised in World & Universe
and also in Drama, Romance
——-

Duniya mein zubaane toh bahut hai … magar aaj kal har zubaan mein sirf paisa bolta hai

categorised in World & Universe
and also in Money
——-

Kehte hai kutton ki naak badi tezz hoti hai … magar khatra soongne ke mamle mein insaano ki naak ka bhi jawab nahi

categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Dil Dhadakne Do (genre: Drama) from 2015, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *