Famous Dialogues from Movie – Gabbar is Back (2015)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Gabbar is Back released in year 2015

I hate sorries!

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Achcha lage toh welcome … bura lage toh bheed kam

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Har woh aadmi joh galat dekhkar aankhen nahi pherta … woh Gabbar hai … joh ghoos dene waale ko ghus-ghuske maare … woh Gabbar hai … joh sarkari aadmi aircondition room mein behatkar logon ko tang karte hai, unka pasina chhudvaye … woh Gabbar hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Government
——-

One kiss burns many calories … want to lose some weight?

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Romance, Comedy
——-

Seedhi tarah paisa de … varna chaabi waala taala nahi seal waala taala lagaonga

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Money
——-

Janwaron ko tehzeeb sikha di hum insaano ne … ab insaano ko insaaniyat sikhane ke din aa gaye hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Inspiration
——-

Doosron ki naukri aur apni akal sabko achchi lagti hai

categorised in World & Universe
and also in Job & Career, Comedy
——-

Saare kaam bhagwan khud nahi karta … kuch kaam hum jaise shaitano ke liye chhod deta hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Religion & God
——-

Jahan sau log milke aapki zindagi barbaad karte hai … woh hai shaadi … lekin jahan ek crore log milke sare desh ko barbaad karte hai … woh hai corrupt sarkar

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Government, Marriage & Wedding
——-

Purani sharaab aur purani yaadein jab sar chadd jaati hai … tab aadmi out of control ho hi jaata hai

categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks
——-

Sarkari departments ne aam aadmi ki zindagi newspaper jaisi bana di hai … subah kamot pe palatne se shuru hoti hai aur raat tak raddi banke kisi kone mein padhi milti hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Government, Life
——-

Aag bhuj bhi jaye na tab bhi kahin na kahin andar chingari dahekti rehti hai … joh kabhi bhi aag ban sakti hai

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Main toh mar jaonga … tera kya hoga Kaalia?

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Death
——-

Hamara system bachon ke diaper ki tarah ho chuka hai … kahin thoda geela aur kahin se thoda dheela

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Jahan hum log behate hai wahan aam aadmi ki sirf arziyan pahunchti hai … awaaz nahi

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Rishvat nariyal jaisa ho gaya hai … har kaam se pehle dono ka chaddava zaroori hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Money, Food & Drinks, Comedy
——-

Har friday jab ek film release hoti hai … us hi ke saath hi ek sarkari officer bhi release hoga … ya toh corruption se, ya duniya se

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Government, Rowdyism
——-

Society criminals ke kuch karne se barbaad nahi hoti … society tabaah hoti hai ek capable aadmi ke kuch na karne se

by Shruti Haasan
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Thief & Criminal
——-

Ek baimaan ki aankhen band karo … toh baaki saare baimaano ki aankhen apne aap khul jaati hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Na yeh sarkari hai, na gair kanooni … na yeh neta hai, na koi terrorist … kaam se hero, naam se villain … yeh hai Gabbar

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Pachas pachas kos door jab koi rishvat leta hai toh sab kehte hai mat le varna … Gabbar aa jayega

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Haddiyan todne mein woh mazaa nahi … joh teri akad todne mein hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Joh mere kaam ka nahi … uska is duniya mein koi kaam nahi

categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Is baar haath nahi … saath chahiye

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Sabke karam samne aayenge … woh kya hai na karma rishvat nahi leta

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Rishvat li toh Gabbar maar dega … nahi li toh main maar doonga

categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Mujhe pasand hai woh log joh mujhe pasand nahi karte … himmat rakhte hai aaise log

categorised in World & Universe
and also in Courage
——-

Ab Gabbar ka PWD chalega … power wala danda

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Har ek student government officer nahi banta … lekin har government officer student zaroor hota hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Government, Job & Career

In case there are some dialogues missed from the movie Gabbar is Back (genre: Crime, Action) from 2015, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *