Famous Dialogues from Movie – Barkhaa (2015)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Barkhaa released in year 2015

Aurat pyar ke liye mard ke saath sooti hai aur mard soone ke liye pyar karta hai

by Sara Loren
categorised in World & Universe
and also in Men, Women
——-

Kabhi kabhi sach ko bhi apna wajood sabit karne ke liye khud se hi ladai ladni padti hai

by Sara Loren
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty
——-

Shaadi ke baad aadmi aadmi nahi rehta hai … ATM machine ban jaata hai … farmaish dalo paisa nikalo

categorised in World & Universe
and also in Marriage & Wedding, Money, Comedy
——-

Vakil do tarah ke hote hai … ek woh joh kanoon janta hai … aur doosra joh judge ko janta hai

by Puneet Issar
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Comedy
——-

Taqdeer guzre hue kal aur aane waale kal ke beech ka hi doosra naam hai … kismat in do palon ki beech mein hi apna faisla sunati hai

by Sara Loren
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Time
——-

Kuch kahaniyon ka adhoorapan hi unka anth hota hai … sab kuch toh kabhi poora nahi hota … poora bhi kahin adhoora hi reh jaata hai

by Sara Loren
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Main toh woh lailaaj bimari hoon … joh tumhari jaan jaane se hi chutegi

categorised in World & Universe
and also in Drama, Death
——-

Phatte tak pee phir phatte tak jee!

categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Comedy
——-

Bas paisa apna jaani … baki sab cheeni kam pani

by Sara Loren
categorised in World & Universe
and also in Money, Food & Drinks
——-

Achche dost milna mushkil hai … aur sache dost milna usse bhi mushkil

categorised in World & Universe
and also in Friendship
——-

Zindagi har pal badalti hai … aur har pal mein sab kuch badalkar rakh dene ki taqat hoti hai

by Sara Loren
categorised in World & Universe
and also in Life, Time
——-

Main panchi hoon … choti choti udhane bharti panchi … woh udhne ke bahane doondhti panchi … main panchi hoon … kismat ki ek ajeeb dastaan sunati panchi … apne haathon se apne pankhon ko kaantne ki kahani sunati panchi … halaat ka ek alag hi aks dikhati panchi … panchi ki kahani sunati panchi … main panchi hoon

categorised in World & Universe
and also in Poem, Animals & Birds
——-

Jab dil kaam karta hai na … toh dimaag nahi karta

categorised in World & Universe
and also in Romance

In case there are some dialogues missed from the movie Barkhaa (genre: Romance) from 2015, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *