Famous Dialogues from Movie – Alone (2015)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Alone released in year 2015

Meri tarah tumhe koi pyar nahi kar sakta … aur yeh baat main jitni baar bhi kahoon kam hai

by Bipasha Basu
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Jab khone ki naubat aati hai … tabhi paane ki keemat samajh aati hai

by Karan Singh Grover
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jaise insaano mein do tarah ke log hote hai … vaise aatmao mein bhi do tarah ki aatmayen hoti hai … achchi aur buri

categorised in World & Universe
and also in Horror
——-

Dil mein joh jagah hoti hai woh sirf kisi ek ko di jaati hai … usse aur koi nahi le sakta … na saath jeeke, na saat phere leke, na saath rehke

by Karan Singh Grover
categorised in World & Universe
and also in Romance, Marriage & Wedding
——-

Yeh sab ek sapna hai jis mein tum ho, main hoon aur koi nahi … yeh woh waqt hai jispe sirf tumhara haq hai, mera bhi nahi

by Karan Singh Grover
categorised in World & Universe
and also in Dreams, Time, Romance
——-

Shayad sach hamare rishtey ko jodh na paye … lekin jhoot isse zaroor todh dega

by Karan Singh Grover
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Lies & Cheating

In case there are some dialogues missed from the movie Alone (genre: Horror) from 2015, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *