Famous Dialogues from Movie – Haider (2014)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Haider released in year 2014

Dil ki agar sunu toh hai, dimag ki toh hai nahi … jaan loon ki jaan doon, main rahoon ki main nahi

by Shahid Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Life
——-

Darya bhi main, darakht bhi main … Jhelum bhi main, chinar bhi main … dair bhi hoon, haram bhi hoon … Shai bhi hoon, Sunni bhi hoon, main hoon pandit … main tha, main hoon aur main hi rahoonga

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Poem, Flowers & Trees, Religion & God
——-

Kiska jhoot, jhoot hai … kiske sach mein sach nahi … hai ki hai nahi, bas yahi sawaal hai … aur sawaal ka jawaab bhi sawaal hai

by Shahid Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Lies & Cheating, Truth & Honesty
——-

Yeh hota hai chutzpah!

by Shahid Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Adult, Comedy
——-

Marke hi pata chalta hai ki zinda rahe toh jeeye nahi … aur marke bhi bache nahi

by Shahid Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Drama, Life, Death
——-

Jab tak hum apne inteqam se azaad nahi ho jaate … tab tak koi azaadi hum mein azaad nahi kar sakti

by Kulbhushan Kharbanda
categorised in World & Universe
and also in Revenge, Inspiration
——-

Aap jism hai, main rooh … aap faani hai, main lafaani

by Irrfan Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Iski har identity, ghost identity hai

by Kay Kay Menon
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Maa jab jhoot bole na … nahi achchi lagti

by Shahid Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Parents
——-

Inteqam se sirf inteqam pehda hota hai

by Kulbhushan Kharbanda
categorised in World & Universe
and also in Revenge
——-

Bandook sirf inteqam lena jaanti hai

by Kulbhushan Kharbanda
categorised in World & Universe
and also in Revenge
——-

Yeh democracy nahi … dum ghootne waali cracy hai

categorised in World & Universe
and also in Government

In case there are some dialogues missed from the movie Haider (genre: Drama) from 2014, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *