Famous Dialogues from Movie – Desi Kattey (2014)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Desi Kattey released in year 2014

Hum inaam mein saansein dete hai … toh sazaa mein saansein cheen lete hai

by Ashutosh Rana
categorised in World & Universe
and also in Life, Action
——-

Galiyan goliyon waali, dosti sadiyon waali … the shaakon ke kadak patte, jinhe kehte the desi kattey

by Ashutosh Rana
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Friendship, Flowers & Trees
——-

Jab tak seh sakte the seh liye … jab bardasht nahi hua toh thok diya

categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Jeetna sabhi chahte hai … lekin jeetta sirf woh hai … joh apna sab kuch bhulakar sirf apne maqsad ko jeetta hai

by Sunil Shetty
categorised in World & Universe
and also in Victory & Success, Inspiration
——-

Dheere dheere re mana, dheere sab kuch hoye … aur maali seenche sau ghada, ritu aave phal hoye

by Ashutosh Rana
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Flowers & Trees
——-

Musibate teen sau saat … phir bhi saala thaat pe thaat

by Murli Sharma
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Comedy
——-

Jin khoja tin paiyan, gehre pani paith … aur tu banwari dooban gayi, rahi kinare baith

by Ashutosh Rana
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Inspiration
——-

Yeh jail ki salakhein hum mein qaid kar sakti hai … hamari badshahat ko nahi

by Ashutosh Rana
categorised in World & Universe
and also in Royal, Rowdyism

In case there are some dialogues missed from the movie Desi Kattey (genre: Drama, Action) from 2014, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *