Famous Dialogues from Movie – Dishkiyaoon (2014)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Dishkiyaoon released in year 2014

Aadmi bada ho ya chota, koi farak nahi padta … bas uski kahani badi honi chahiye

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Marte hue ko kabhi rokne ka nahi … dushman galati kare toh tokne ka nahi … aur yaar ki item ko kabhi chune ka nahi

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Drama, Enemy
——-

Gandhi bola hinsa nahi karneka … koi manaa? … pistol dikhake bolta na, saale sab maan jaate

by Harman Baweja
categorised in World & Universe
and also in Action, Comedy
——-

Zindagi saanp seedi ki tarah hai … seedi chada toh mauj, saanp dasa toh maut

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Life, Death, Sports & Games
——-

Is charre ko bandook mein daal, trigger daba … kartoos banke niklega aur sabko phod dega

by Prashant Narayanan
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Dost se bada dushman koi na hove hai

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Enemy, Drama
——-

Dhanda goli se nahi dimaag se chalta hai … aur mera dimaag toh bachpan se hi bahut kharab hai

by Harman Baweja
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Business
——-

Tum zara si kam khoobsurat hoti … toh bhi bahut khoobsurat hoti

by Harman Baweja
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Paisa aadmi ka style badal deta hai

categorised in World & Universe
and also in Money
——-

Chacha Chaudhary ka dimaag computer se tezz chale hai … par tera dimaag Chacha Chaudhary se bhi zyada tezz chale hai

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Technology & Science
——-

Chot ko apni taqat bana … kamzori nahi

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Drama
——-

Woh kab aata hai, kab jaata hai … na koi poochta hai, na koi jaanta hai

by Rajesh Vivek
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Logon ki aadhi zindagi yeh soochne mein guzar jaati hai ki woh is duniya mein karne kya aaye hai … aur aadhi us kaam mein joh woh karna nahi chahte

by Harman Baweja
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Ab tere paas sirf do hi options hai … andar jail mein sadh … ya khuda ke ghar

by Aditya Pancholi
categorised in World & Universe
and also in Action, Drama
——-

Haath todh deta, paon todh deta … dil nahi todna chahiye tha

by Harman Baweja
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Bewajah kisi ko phodne ka nahi … par agla na maane … toh phir usko chhodne ka nahi

by Prashant Narayanan
categorised in World & Universe
and also in Action, Rowdyism
——-

Church ki ghanti aur sexy aunty chhodne ka nahi … saala sajaa daalne ka

by Prashant Narayanan
categorised in World & Universe
and also in Adult, Rowdyism, Comedy
——-

Mereko Yash Chopra waala pyar karna hai … Prem Chopra waala nahi

by Prashant Narayanan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Sach bolega ek baar maroonga … jhoot bola toh iktaalis bar maroonga

categorised in World & Universe
and also in Action, Truth & Honesty, Lies & Cheating
——-

Baimaani pe promotion aur imaandari pe suspension?

by Aditya Pancholi
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Truth & Honesty

In case there are some dialogues missed from the movie Dishkiyaoon (genre: Action) from 2014, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *