Famous Dialogues from Movie – Satya 2 (2013)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Satya 2 released in year 2013

Kavitaon ke matlab nahi … unke jazbaat samajhne chahiye

categorised in World & Universe
and also in Poem, Romance
——-

Taqat ki asli power … usko chupake rakhne mein hai

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Mumbai shehar ek aaisi shakhsiyat hai joh us mein basne waale har ek ki taqdeer ke upar … apni khud ki ek taqdeer likhti hai

by Makrand Deshpande
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Luck & Destiny
——-

Itihaas tabhi banta hai jab kuch badalta hai … jab kuch nayi utpatti hoti hai … aur kuch nayi utpatti hone ke liye, pehle ke sabka sarvanash hona zaroori hai

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Underworld kabhi marta nahi … sirf uska roop badalta rehta hai

by Makrand Deshpande
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Aap jaison ki jaat system ke bahar crime karne waalon ke peeche padti hai … aur system ke andar crime karne waalon ki ghulami karti hai

categorised in World & Universe
and also in Crime
——-

Confidence aur overconfidence ke beech mein na … sirf dhaage bhar ka farak hota hai

by Mahesh Thakur
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Sooch ek baar failne lagti hai toh khud bhagwan bhi usse nahi rok sakta

categorised in World & Universe
and also in Drama, Religion & God
——-

Idhar ameeron ke liye na … ladki ek cheez hai aur gareeb ek joke … gareebon ko saala rehne ke liye kholi nahi milti … udhar ameeron ke teen teen duplex flats khali pade rehte hai … kyun ki woh yede foreign mein jaake rehte hai

categorised in World & Universe
and also in House, Comedy
——-

Darr sabse zyada us cheez lagta hai joh dikhai na de … jiska koi roop na ho

categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Satya 2 (genre: Crime) from 2013, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *