Famous Dialogues from Movie – Once Upon Ay Time In Mumbai Dobaara! (2013)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Once Upon Ay Time In Mumbai Dobaara! released in year 2013

Peene ki capacity, jeene ki strength, account ka balance aur naam ka khauf … kabhi bhi kam nahi hona chahiye

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Money
——-

Hero marne ke baad swarg jaata hai … aur villian jeete ji swarg paata hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Agar main hero ban gaya … toh meri pehchaan bura maan jayegi

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Mujhe achcha banne ka koi shaunk nahi hai … suna hai upar waala achche logon ko bahut jald apne paas bula leta hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama, Religion & God
——-

Khiladi tha … ab pura khel hoon

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Inspiration
——-

Mohabbat woh mohra hai jiski wajah se bade badhon ko maat mili hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Romance, Defeat & Failure
——-

In award ki keemat sirf ek saal ki hoti hai … par duayein hamesha saath deti hai … is liye kehna chahongi, bus dua mein yaad rakhna

by Sonakshi Sinha
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Chaubees ghante ka time hai … khud nahi aayi toh is Ravan se bachane ke liye koi Ram nahi aane waala

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Time, Religion & God, Drama
——-

Ladki jab roti hai na bahut saare reasons hote hai … par jab ladka rota hai … reason ladki hi hoti hai

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Women, Men, Comedy
——-

Hero kya hota hai? … pyar ke liye ladne waala, dosti ke liye marne waala … kismat se fakeer par himmat se bhara hua … sharif aadmi

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Courage, Friendship
——-

Dafan toh sabne hona hai ek din … jeete ji dab gaya toh jeena mitti hai

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Apni dosti tire aur tube jaisi hai … hawa teri nikalti hai aur bahet main jaata hoon

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Comedy
——-

Kisi ki itni baddua bhi mat lo … ke log duaon mein tumhari maut maange

by Sonali Bendre
categorised in World & Universe
and also in Death, Drama
——-

Pyar mein marne ke liye tayyar ho jao

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Mehnat se sirf ghar bante hai … sapno ke mahal nahi

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in House, Dreams, Drama
——-

Maan gaya toh thik hai … varna galat kaam toh main bachpan se karte aa raha hoon

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Comedy
——-

Aaj kal pyar na naukrani jaisa ho gaya hai … aata hai, bell bhajata hai, kaam karta hai aur chala jaata hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Adult, Comedy
——-

Naam bata diya … toh pehchaan bura maan jayegi

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Aadmi toh auraton ke hote hai … mujhe mard chahiye, mard

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Men, Comedy
——-

Apne dhande ki ek saying hai … jahan teen ka tikda, wahan kaam bhigda

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Business
——-

Bachpan se aaj tak is shehar ne har haq diya … lekin dekho baat pyar ki aayi toh sautela kar diya

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Shayari
——-

Insaan ki zindagi par shak hota hai … bus wahi nahi milta jispar hamara haq hota hai

by Sonakshi Sinha
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Life, Drama
——-

Mera naam hi kaafi hai … logon ke pasine chhudane ke liye

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism
——-

Naam apna bada na ho … par humne kaam kabhi chote nahi kiye hai

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Drama
——-

Aam aadmi aam hi ki tarah hote hai … koi unhe choos leta hai toh phir koi unhe kaat deta hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Comedy
——-

Is shehar ke shahenshah log mahalo mein rehte hai … par is jungle ko chalane ke liye joh sher chahiye woh sadako par hi pehda hote hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, City & Places, Animals & Birds
——-

Seedhe toh aaj kal sadhu nahi chalte … main toh phir shaitan hoon

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Comedy
——-

Main ek baar dhande ke paise chhod sakta hoon … par jeet ka maal nahi

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Business, Money, Victory & Success
——-

Ravan Ram Ram nahi karte … seedha Sita ko utha lete hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Jab mila tha tu mere ghutne tak aata tha … aaj tujhe tere ghutno pe lana hoga

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Doodh mein nimbu jisne daala … paneer uska

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Comedy
——-

Jinki kismat chamakni hoti hai … wohi meri nazar mein aa jaate hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Drama
——-

Subah ki pehli local se leke raat ki aakhri botal tak … har aadmi ki zubaan par sirf ek hi naam hona chahiye

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Transportation
——-

Galati karne waalo ke liye Shoaib sirf ek hi raasta chhodta hai … upar ka

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Death, Drama
——-

Ab agar kisi ne tumhe mujhse cheen liya … toh mera guroor haar jayega

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Defeat & Failure, Romance
——-

Logon ko jahan attack aata hai … apne ko wahan pyar aa gaya hai

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Yeh dhyan rakhna … jiske kadmo mein duniya rakhna chahte ho … kahin aaisa na ho ki uski duniya hi alag ho

by Sonali Bendre
categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Drama
——-

Tu apna bachcha hai … tere maatam pe ek peg extra lagaonga … lekin saale tujhe maaroonga zaroor

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Action, Comedy, Food & Drinks
——-

Apno se jeetkar bhi haar hi milti hai

by Sonali Bendre
categorised in World & Universe
and also in Drama, Defeat & Failure
——-

Tevar na dikhao toh log aankhen dikhane lagte hai

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Tum woh mannat ho … joh minnatein karke poori hoti hai

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Jitne mere khilaf khade huye hai … woh saale kabr mein pair failake lete huye hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Mujhe yaad kiye bina toh achche logon ki misaal nahi di jaati

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Sooch ke bolonga toh baat bura maan jayegi

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Tumne mujhe bahut kuch diya aur mera sab kuch cheen liya … khushiya di lekin baatne waale nahi, tofhe diye lekin taarif karne waale nahi … aasman par bhithakar meri zameen cheen li tumne

by Sonali Bendre
categorised in World & Universe
and also in Drama, Happiness
——-

Machar jiska khoon peeta hai … saala marta bhi us hi ke haathon hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Duniya mein do tarah ke mard hote hai … ek joh kabhi mauke par saath nahi dete … aur ek joh mauka dhoondte rehte hai

by Sonakshi Sinha
categorised in World & Universe
and also in Men, Drama
——-

Agar isko kuch hua na … toh tera postmortem pakka

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Baaziyan palat jaati hai jab insaan palatte hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Sports & Games, Drama
——-

Sachche dost aasoon ki tarah hote hai … yahan dil udaas hua … wahan woh aa gaye

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Sadness, Drama
——-

Pyar ke joh kisse hote hai … bahut kam logon ke hisse hote hai

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Tujhe chaand de diya toh baki sab Eid kaise manayenge … aur taare dilwa diye toh chaand akela padh jayega na

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Comedy
——-

Sitaro ke tootne se aasman ko koi farak nahi padta

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama, World & Universe
——-

Dushman jab haath se nikal jaata hai na … toh poori raat chudiyon ki awaaz sunai deti hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Enemy, Comedy
——-

Joh tumhare raaste pe chalta hai … wohi tumhara raasta kaatne ki koshish karta hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jaan se zyada yahan zubaan ki keemat hoti hai

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Jitne tune rozze nahi dekhe na … usse zyada chaand raatein dekhi hai maine

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Keemat thik lagi ho … toh sabse pehle sapne hi bikte hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Dreams, Drama
——-

Laal batti se mera bada purana rishta hai … hamesha mere peeche rahi hai … aaj aage hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Pyar mein aadmi cricketer jaisa hota hai … dil out ho jaata hai dimaag appeal karta rehta hai

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance, Sports & Games, Comedy
——-

Aadmi ki zindagi ko swarg aurat banati hai … aur aadmi ko swargwasi bhi aurat

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Women, Men, Life
——-

Pyar bhaut badi googly hoti hai … mil jaye toh badam varna saali moongphali bhi nahi hoti hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Food & Drinks, Romance
——-

Ab iske alava aur kuch utaarke phekne ko mat kehna … varna meri sharafat bura maan jayegi

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Adult, Truth & Honesty
——-

Koi kaam aadmi achcha kare toh saale ke liye champagne kholo … bura toh uski khopdi

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Action
——-

Andhar ki baat bolni ho … toh bahar se sahi lagna chahiye

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Pyar mein aadmi double jeeta hai … jab poori duniya soyi rehti hai tab bhi woh jaage rehta hai … ho gaya na double

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance, Life, Comedy
——-

Rishtey jazbaato se bante hai … zabardasti se nahi

by Sonakshi Sinha
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Bahut dino baad Bambai ne mujhe apni baahon mein bulaya hai … ab dekhna yeh hai ke woh gale lagati hai … yah phir gala kaatti hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Drama
——-

Main tujhe marra hua dekh sakta hoon … lekin kabhi shak se nahi dekh sakta

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama, Action
——-

Lagta hai bhagwan ne saara maal pani aankhon mein de rakha hai … upar dena bhool gaya hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Pyar mein aadmi cutting chai jaisa hota hai … na pyaas bhujti hai na mann bharta hai

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance, Food & Drinks, Comedy
——-

Kehte hai ki mera dimaag museum mein rakhne layak hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Khuda itni zehmat kar … ke bandhe thodi rehmat kar

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Religion & God, Drama
——-

Yeh zubaan ki chupi … pyar ki puppy lene hi nahi degi

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance, Comedy
——-

Aadmi ki achchai dab sakti hai … marr nahi sakti

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Aathana dalke do kaudi ki dhamki toh koi bhi de sakta

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Kaam bhale hi main gande karta hoon … par saaf sutre rehne ki gandi aadat hai mujhe

by Mahesh Manjrekar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Himmat ko aage badhne ke liye pairo ki zaroorat nahi hoti

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Courage, Inspiration
——-

Main ek din mein do galat kaam nahi karta

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Comedy
——-

Sharif khaye daal roti aur kamina seekh boti

categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Comedy
——-

Yeh aankhen nahi khatarnak ghat hai … ek taraf khai hai, ek taraf pahad … kahin phisal na jaana

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Yeh Bambai bhale hi Kumkum se Kimi Katkar ho gayi hai … par aaj bhi aankhen bandh karke tumhe aadhi Bambai ghuma sakta hoon

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Comedy
——-

Tumhari manzil zameen nahi … aasman hai

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Aankhen dil ka pata batati hai

by Sonakshi Sinha
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Joh de saath … uske raho khaas

categorised in World & Universe
and also in Rowdyism, Comedy
——-

Na kisi ne lori gaakar sulaya hai … na kisi ne maatha chumkar uthaya hai

categorised in World & Universe
and also in Sadness, Drama
——-

Yeh Bambai hai … aur yahan sapne us hi ke poore hote hai … jinki aankhen khuli rehti hai

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Dreams, Inspiration
——-

Meter kitna bhi tezz bhaag le … taxi se aage nahi bhaag sakta

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Transportation, Comedy
——-

Yeh pyar ke pange hai … is mein pyar se kuch nahi hota

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Bambai chalti do cheezon par hai … ek luck, doosri local

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Luck & Destiny, Transportation
——-

Dimaag jhoot par chal sakta hai … par dil nahi

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Lies & Cheating, Drama
——-

Burai se mooh modh lena aasaan hai … peecha chhudana nahi

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Ab agar daan kiya … toh dhanda bura maan jayega

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Business
——-

Candle ki roshni mein teri aankhen aaisi lag rahi hai jaise … police jeep ki headlight

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Transportation, Police, Comedy
——-

Jahan mile dost ko jughaad … dosti ho gayi kabaad

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Comedy
——-

Tujhe seekhne mein do janam lagenge … mera paas ek hi hai

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

You give dhyan … I give gyan

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Agar do din ki zindagi bhi aaisi ho jaye … toh teesre din marna manzoor hai

by Sonakshi Sinha
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Yeh Bambai hai … yahan bolneka thank le aur vatak le

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in City & Places, Rowdyism, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Once Upon Ay Time In Mumbai Dobaara! (genre: Crime, Romance) from 2013, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *