Famous Dialogues from Movie – Yahudi (1958)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Yahudi released in year 1958

Tumhare hi liye paida hue duniya ke nazare … chamakte hai tumhari roshni se chand aur taare … tumhara gham hai gham, auron ka gham khawab-o-kahani hai … tumhara khoon hai khoon, hamara khoon pani hai

by Sohrab Modi
categorised in World & Universe
and also in Shayari, World & Universe, Sadness
——-

Na ched ab mujhko, rehne de yahin tak dastan meri … kahunga sach toh jal jayega dil tera, zabaan meri

by Sohrab Modi
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Truth & Honesty
——-

Nikal chalne ki yeh hasrat badi mushkil se nikalegi … kaleja cheer degi baddua joh dil se nikalegi

by Sohrab Modi
categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Doob maro is insaaf par, aasun bahao is kanoon par … joh kamzoron ke liye talwar ki dhaar, aur zabardast ke liye bank-e-bahar hai … joh apne liye nagme-e-saaz, aur hamare liye maut ki awaaz hai

by Sohrab Modi
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Death, Shayari
——-

Hamari adalat ka hukum maana nahi … manvaya jaata hai

by Nazir Hussain
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Drama
——-

Tareef us khuda ki jisne jahan banaya … unko haseen banakar mujhko jawan banaya

by Dilip Kumar
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Religion & God, Romance
——-

Jise paala tha khoon-e-dil se zaar aur nathavan hokar … khabar kya thi wohi degi daga ek din jawan hokar

by Sohrab Modi
categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Roman kanoon faulad ki tarah sakht aur waqt ki tarah atal hai

by Nazir Hussain
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Time
——-

Aye khuda tu jis haal mein rakhega khush rahenge … teri khushi mein khush tera khidmat guzar hai … banda hoon tera tu mera parvardigar hai

by Sohrab Modi
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Religion & God, Happiness

In case there are some dialogues missed from the movie Yahudi (genre: ) from 1958, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *