Famous Dialogues from Movie – Himmatwala (2013)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Himmatwala released in year 2013

Maa Sherawali ka haath hai mujhpar … chahe saikadon dushman aa jaye zameen par … ek ek ko zinda ghaad dega yeh himmatwala … yahinpar

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Action, Religion & God, Enemy
——-

Kasam hai mujhe apni maa aur apni behen ki … teri zindagi ki maa behen kar doonga

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Action, Family, Life
——-

Sare kagazat mujhe chahiye do din mein … kyun ki teesra tum logon ka chautha hoga

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Death, Drama
——-

Izzat aur jaan do aaisi cheezein hai … joh ek baar chali gayi toh vapas nahi aati

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Jaise ek roti ki ahmiyat ek bhookha jaanta hai … zindagi ki ahmiyat ek marne waala jaanta hai … vaise hi maa ki ahmiyat sirf ek anaath hi jaan sakta hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Life, Parents
——-

Ek hi reet sada chali aayi … under the table upar ki malai

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Money, Comedy
——-

Aasoon ki keemat tab pata chalti hai … jab khud ki aankhon se bahe

by Zarina Wahab
categorised in World & Universe
and also in Sadness, Drama
——-

Laaton ke bhoot jab nahi maane baat … toh kheench ke dedo unke bum pe laat

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Action, Comedy
——-

Haath mein rakhiye note … with a smile on your honth

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Money, Comedy
——-

Duniya waalo mujhe na dikhao aaina … nahi toh main bolonga ‘Made In China’

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Shayari, City & Places, Comedy
——-

Yeh panvati laya, main unnati laonga … yeh katauti laya, main pragati laonga … yeh durgati laya, main garbhvati laonga

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Luck & Destiny
——-

Mujhe maaf karde … mere paap ke kachre ko apne imaandari ke jhadu se saaf karde

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Comedy
——-

Mujhe ulloo banao … ulloo samjho mat

by Mahesh Manjrekar
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Badkismati toh hamari behen, bahu, betiyon ki hai … is desh mein janam lene se pehle kok mein jaan ka khatra … aur janam lene ke baad izzat ka … magar aaj ke baad aaisa nahi hone waala … kyun ki jab jab kisi aurat par zulm hoga … tab tab har insaan banega himmatwaala

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Women, Courage, Drama
——-

Dooriyan jab badti hai … toh nazdeekiyan bhi phir utni hi ghatti hai

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Usse itna rula … ki woh hasna bhool jaye

by Zarina Wahab
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Pehle toh woh khada tha Gandhi ki tarah … phir mujhe jhad diya aandhi ki tarah … aur yeh tumhare pehalwan sab gir gaye maachis ki kaandhi ki tarah

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Action, Comedy
——-

Agar tum logon ne dikhaye tevar … toh teri beti kuvaari maa forever

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Kerala ke karele se Bareilly ki barfi banta ja raha hai tu

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, City & Places, Comedy
——-

Purane khandar ki giri hui deewar pe tangi hui badsurat tasveer ke peeche chupi hui gadni chipkali ki phad-phadati pooch pe lehrati hui cheenti

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Comedy
——-

Itihaas ki ek bahut buri aadat hai … woh kabhi na kabhi phir se daurati zaroor hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Gareeb ke paas sirf do hi cheezein hoti hai … sar par izzat ki pagdi aur pairon mein mehnat ki chappal … aur jab sar ki pagdi uchalti hai toh pairon ki chappal haath mein aa jaati hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Drama, Clothes & Shoes
——-

Yeh haath hai ki hathoda … keedon ki basti mein kaunsa aa gaya makauda

by Paresh Rawal
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Animals & Birds, Comedy
——-

Sher din mein athra ghante soota hai … lekin jab jaagta hai tab sabko sula deta hai

by Mahesh Manjrekar
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Action
——-

Na main Dilli waala, na main CBI waala … ek behen ka bhai, ek maa ka beta … himmatwala!

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Courage, Family

In case there are some dialogues missed from the movie Himmatwala (genre: Action, Comedy) from 2013, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *