Famous Dialogues from Movie – Mujhse Fraaandship Karoge (2011)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Mujhse Fraaandship Karoge released in year 2011

Offers of the day … close-up toothpaste ke saath 25% free … cornflakes ke saath random sa plastic khilona free … A,B ke saath C free … politician ke saath scam free … municipality ke saath corruption free … Mumbai ke saath pollution free … is friend request ke saath fraaandship free

categorised in World & Universe
and also in Friendship, Comedy, City & Places
——-

Mere dil, jigar, liver mein ho tum … waqt bewaqt aaye woh fever ho tum … ab toh meri life mein forever ho tum

by Saqib Saleem
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Romance, Life
——-

Har baar main teri jheel si aankhon mein doob jaata hoon … lekin is baar nahi, ruk main swimming suit pehen ke aata hoon

by Saqib Saleem
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Camera mein reel hai, photo mein feel hai … par main toh good looking hoon hi, toh what’s the big deal hai?

by Saqib Saleem
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Comedy
——-

Ek smily mein kahan woh baat hai … joh class ke across uski aankhon mein dekh ke smile karne mein hai

by Saqib Saleem
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Direct connection ki speed se pyar hota hai … aur utni aasani se logout bhi ho jaata hai

by Saqib Saleem
categorised in World & Universe
and also in Technology & Science, Romance, Comedy
——-

Vodka samaaj ki dushman hai … aao isse milke khatam kare

by Saqib Saleem
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Enemy, Comedy
——-

Roz subah joh doodh peeya hota hai … tumhe dekh ke phatke paneer ho jaata hai

by Saqib Saleem
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Comedy
——-

Mogambo Anil Kapoor ke chaati ke baal dekh ke khush ho jaata tha … par yeh toh kabhi khush nahi hoti

by Saqib Saleem
categorised in World & Universe
and also in Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Mujhse Fraaandship Karoge (genre: Comedy, Romance) from 2011, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *