Famous Dialogues from Movie – Gandhi to Hitler (2011)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Gandhi to Hitler released in year 2011

Woh insaan mahaan hai joh apne aap se sacha ho

categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Drama
——-

Main apne desh ke liye sar jhukane ki bajaye … sar katana pasand karoonga

by Raghubir Yadav
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Inspiration
——-

Spandhanheen hriday mein josh naya barna hai aaj … matra bhoomi ki parvarish ka karz ada karna hai aaj … shaheedon ke lahu lohaan kadam pade jin rahon par … un rahon par bankar phot kadamo tale bikharna hai aaj

by Aman Verma
categorised in World & Universe
and also in Poem, Patriotism, Inspiration
——-

Yudh mein kisi bhi paksh ki jeet nahi hoti … dono paksh kuch na kuch haarte hai

categorised in World & Universe
and also in War & Battle, Victory & Success, Defeat & Failure
——-

An eye for an eye makes the whole world blind

categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Revenge, World & Universe
——-

Ahinsa ko hathyaar banakar dushmano se ladna chahiye

categorised in World & Universe
and also in Enemy, Drama
——-

Aurat ka ek bar jab byah ho jaata hai na … toh uska naya janam hota hai

by Aman Verma
categorised in World & Universe
and also in Women, Marriage & Wedding, Drama
——-

Dushmano ke jism par karna nahi hum mein prahaar … achook nishana saad karenge seedha unke dil par vaar … satyagraha ke aage unko natmastak hona hi hoga … chhod ke Bharat jayenge woh hokar bebas aur lachaar

categorised in World & Universe
and also in Poem, Patriotism, Enemy
——-

Ladai arms aur fuel se nahi ladi jaati … ladai dimaag se ladi jaati hai

by Raghubir Yadav
categorised in World & Universe
and also in War & Battle

In case there are some dialogues missed from the movie Gandhi to Hitler (genre: Biography) from 2011, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *