Famous Dialogues from Movie – Shaitan (2011)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Shaitan released in year 2011

Dost do kisam ke hote hai … ek woh jinhe raat ke do bajhe bhi phone kiya ja sakta hai … and you know ki they will be there for you … aur doosre woh jinhe raat ke do bajhe hi phone kiya jaata hai

by Gulshan Devaiah
categorised in World & Universe
and also in Friendship, Time, Adult
——-

Sach aur sachai mein farak hota hai … aur sach yeh hai ki har police waale ka dharam hai ki woh niswarth bhav se desh ki seva kare … lekin sachai yeh hai ki 8,500 ki is tankha mein desh sambhalo, ghar sambhalo, imaan sambhalo

by Pavan Malhotra
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Police, Money
——-

Pehle lagta tha ki zindagi ek intezar hai … a long boring wait … lekin ab lagta hai jaise ki zindagi ek film ki tarah hai … boring hai toh kya hua, forward toh kar sakte hai na

by Kalki Koechlin
categorised in World & Universe
and also in Life

In case there are some dialogues missed from the movie Shaitan (genre: Drama, Thriller) from 2011, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *