Famous Dialogues from Movie – Milenge Milenge (2010)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Milenge Milenge released in year 2010

Ek baap ki zindagi mein khushiyon ka mauka sirf do baar aata hai … pehli baar toh tab jab uska beta zindagi ke farsh par pehli bar bina kisi sahare ke kadam rakhta hai … aur doosra tab jab wahi beta bada hokar apni shaadi shudha zindagi mein apna pehla kadam rakhta hai

by Satish Shah
categorised in World & Universe
and also in Parents, Happiness, Marriage & Wedding
——-

Agar tum destiny ko maanti ho toh yeh ittefaq ho nahi sakta … aur agar yeh ittefaq hai toh main yeh chahunga ke aaisa khubsoorat ittefaq mere saath roz ho

by Shahid Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Romance
——-

Do log tabhi milte hai jab destiny unko milvana chahti hai

by Shahid Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny
——-

Taqdeer se badkar hai vishvas … kyun ki agar insaan mein vishvas ho toh woh apni taqdeer ko badal sakta hai

by Kiron Kher
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Luck & Destiny
——-

Yeh body hai na ek temple hai … isse hamesha saaf rakhna chahiye

by Shahid Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Tumne destiny ko test kiya hai … ab destiny tumhe test kar rahi hai

by Kiron Kher
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny
——-

Agar sunne waala achcha ho … toh mooh se achchi baatein apne aap nikalti hai

by Shahid Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Abbe kya rakha hai in baaton mein … khurpa lele haathon mein

by Satish Kaushik
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Tum dono haddiyon mein main kabab nahi banna chahti

categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Comedy

In case there are some dialogues missed from the movie Milenge Milenge (genre: Romance) from 2010, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *