Famous Dialogues from Movie – Luck (2009)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Luck released in year 2009

Ek goli daali, paanch khali … sir pe taani, khopdi khaali

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Action, Rowdyism
——-

Zindagi mein luck bhi sirf uska saath deta hai … jis mein jeetne ka jazba ho

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Life, Victory & Success
——-

Betting ka ussool hai … paisa lagne ke baad peeche nahi hatte

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Gambling, Money
——-

Insaan aur luck dono ka koi bharosa nahi

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Drama
——-

Luck jitna ghista hai … uski dhaar utni hi tezz hoti hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny
——-

Jaan dene se lakeerein mitt jaati hai … aur zinda rehne se shayad lakeerein badal sakti hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Drama
——-

Sahi time par sahi jagah hona … sahi time par sahi baat karna … aur sahi time par sahi kaam uthana … iss hi ko luck kehte hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Time, Luck & Destiny
——-

Paisa hone se luck nahi banta hai … magar luck hone se paisa banta hai

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Money, Inspiration
——-

Tum sach toh main jhoot … tum din toh main raat … tum khushnaseeb toh main badnaseebi ki misaal

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Lies & Cheating, Luck & Destiny
——-

Jua woh nasha hai … joh ek baar jeete toh insaan ko vapas kheench laata hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Gambling, Drama
——-

Insaan jab luck ke bharose pe khelta hai, toh usse haarne ka darr rehta hai … magar joh dil se khelta hai, luck hamesha uska saath deta hai

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Defeat & Failure, Inspiration
——-

Tujhe yahan laya kaun, tera luck … aur tujhe bhejega kaun, tera luck

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny
——-

Chaand par pahuchna ho toh sitaron par nahi ruka karte … woh toh khud girte rehte hai

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Inspiration
——-

Taambe ko joh sona bana de, patthar mein joh heera tarashe, taqdeer ko talwar bana de, maut ko joh jeena sikha de … hai kuch aaise log joh jeete hai shaan se aur aazmaate hai apni jaan se … hai jeetna inki fitrat, jab hathyaar hai inka luck

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Poem, Luck & Destiny, Life
——-

Raghav blind khelta hai … saamne waale ko double aana padta hai

by Ravi Kishan
categorised in World & Universe
and also in Gambling
——-

Duniya saali jalti hai … jab taqdeer chalti hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, World & Universe, Comedy
——-

Luck ek hi cheez ki guarantee ke saath aata hai … ki woh kabhi bhi badal sakta hai

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Drama
——-

Kabhi kabhi zindagi mein kuch cheezein bina sooche karni chahiye

by Shruti Haasan
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Mere pass paisa hai par style nahi hai … aur tere pass style hai par paisa nahi hai

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Money
——-

Gambling mein bharosa nahi … luck chalta hai

by Danny Denzongpa
categorised in World & Universe
and also in Gambling, Luck & Destiny
——-

Lagale zor jitna teri taqdeer mein hai … dushman ko rokna hamari fitrat mein hai

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Luck & Destiny, Enemy
——-

Na luck badalta hai na insaan ki taqdeer … insaan ka waqt badalta hai

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Time, Drama
——-

Insaan ka iraada aur uski taqdeer … bolke nahi badalte

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Drama
——-

Majboori ek hi baar hoti hai … agli baar nahi, kabhi nahi

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jua khelne ka mazaa tab aata hai … jab samne waale ka luck mazboot ho

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Gambling, Luck & Destiny
——-

Waqt ki fitrat khol de kismat … khud pe bharosa hai toh aazmaa le apna luck

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Time
——-

Dushman ka border ho ya dee hui zubaan … Hindustani sipahi peeche nahi hatta

by Mithun Chakraborty
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Enemy
——-

Kuch patte aaise khulte hai … joh khelne waale ko hi pack kar dete hai

by Imran Khan
categorised in World & Universe
and also in Gambling, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Luck (genre: Action, Thriller) from 2009, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *