Famous Dialogues from Movie – Heroes (2008)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Heroes released in year 2008

Aane waale kal ke liye umeedein karne se vadiya hai … aasi aaj nu behtar banaye

by Preity Zinta
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Jitne bhi phirangion ko tu jaanta hai na … sabko bulale … aur hai sabko kehna ki ek saath aaye … ek ek karke aaoge na toh pitt jaoge

by Sunny Deol
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Maa achchi hai … apna khayal rakhti hai … aur main desh ka khayal rakhta hoon

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Parents
——-

Tere vaaste ek lakh jawaniyan … par yeh jawani desh ke liye

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Life, Drama
——-

Kabhi kabhi ek chota sa kadam zindagi bhar ki ek raah ban jaata hai

by Amrita Arora
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Life
——-

Bhagwa, safed, hara jeevan chakra mera … karm, satya, dharti maa inhi mein main pala … Bharatiya main jana, Bharatiya hi chala, Bharatiya main jeeyon, sada Bharatiya rahoon … bhagwa, safed, hara jeevan chakra mera

categorised in World & Universe
and also in Poem, Patriotism
——-

Hamare yahan jawaan marte nahi hai … ya toh vijayi lautte hai ya amar

categorised in World & Universe
and also in Patriotism, Victory & Success, Drama
——-

Hum sirf apne baare mein soochte hai … lekin ek fauji poore desh ke baare mein soochta hai

categorised in World & Universe
and also in Patriotism
——-

Jab goli nishane par lagti hai toh apne seene se nikalti hai … apno ke kaleje ko cheer deti hai

by Salman Khan
categorised in World & Universe
and also in Action, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Heroes (genre: Drama) from 2008, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *