Famous Dialogues from Movie – Awaara (1951)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Awaara released in year 1951

Bas yahi toh hamare naye samaaj ka kamaal hai … joh chor ho, doosron ke jeb kaatte hai, public ki aankhon mein dhool daalte hai, mere jaisa patla suit pant pehente hai … unhe hum sharif samajhte hai … aur joh imandaari se, mehnat mazdoori karke pet paalte hai, phate purane kapde pehente hai … unhe chor daaku awaara samajhkar dhar liya jaata hai

by Raj Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Clothes & Shoes, Thief & Criminal, Truth & Honesty
——-

Import export ka matlab hai idhar ka maal udhar aur udhar ka maal idhar

by Raj Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Business
——-

Insaaf karte waqt har doosre rishtey ko bhool jaana padta hai

by Nargis
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Drama
——-

Joh ek baar apradhi ban jaye woh phir kabhi sharif nahi ban sakta … chahe kitna hi bhes kyun na badle

categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal, Drama
——-

Sharifon ki aulad hamesha sharif hoti hai … aur chor daaku ki aulad hamesha chor daaku hoti hai

categorised in World & Universe
and also in Thief & Criminal, Truth & Honesty
——-

Qatal karne ke liye bhi himmat chahiye

by Prithviraj Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Courage, Action
——-

Mitti ka gaar toot ke judh sakta hai … par yaad rakhna stree ki laaj ka seecha ek baar toot jaaye, toh kabhi nahi judh sakta

by Leela Mishra
categorised in World & Universe
and also in Women, Drama
——-

Dil kanoon ko nahi maanta … kisi kanoon ko nahi maanta

by Prithviraj Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Law & Order, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Awaara (genre: Crime, Thriller, Romance) from 1951, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *