Famous Dialogues from Movie – U Me Aur Hum (2008)

Collection of some famous & popular dialogues from movie U Me Aur Hum released in year 2008

Problem kabhi insaan se bada nahi hota … insaan hi usse bada banata hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Inspiration
——-

Dono gham se guzrein ya guzrein khushi se … jahan se bhi guzrein, guzrein apni khushi se

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Sadness, Happiness
——-

Hum pyar karte hai apne liye, kyun ki hum mein koi achcha lagta hai … lekin milta tab hai, jab yeh jaan le ki hum mein joh achcha lagta hai … usse kya achcha lagta hai?

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Tumse milne ke baad maine bhi ek sapna dekha tha … tumhare har sapne ko sach karne ka sapna

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Dreams, Romance
——-

Jaise pyar ko paane ke liye junoon zaroori hota hai … pyar ko nibhane ke liye bhi ek junoon zaroori hota hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Ek sach ki umar sau jhoot se badi hoti hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Lies & Cheating, Inspiration
——-

Hawa ki tarah hoti hai yeh problems … kitni hi khidkiyan bandh karlo, andhar aa hi jaati hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Dil ko dhadakana, dhadkane khud hi sikha deti hai … par un dhadkano ko zinda rakhna padta hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Drama
——-

Is poori duniya mein na do tarah ki auratein hoti hai … ek jinke bina raha nahi jaata … aur doosri yeh jinke saath raha nahi jaata

by Sumeet Raghvan
categorised in World & Universe
and also in Women, Comedy
——-

Smile aaisa ki hosh uda de … style aaisa ki band bajaa de … ek baar pyar se dekh le toh, phir kuch aur dikhai na de

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Vaise toh yeh milta nahi … aur jab milta hai, toh theek se milta nahi

by Sumeet Raghvan
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Kuch cheezein purani hoke aur bhi khoobsurat ho jaati hai … jaise ke gulaab, sharaab aur aap

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Flowers & Trees, Food & Drinks, Romance
——-

Jab ladka aande zyada khane lage … toh iska matlab usse us murgi se pyar ho gaya hai, joh aande deti hai … ya us ladki se joh aande leti hai

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Food & Drinks, Animals & Birds, Comedy
——-

Aapne shayad nahi dekha par maine dekha … ki aapke dekhne mein ek sapna tha … joh aksar maine apne sapne mein dekha … aur aaj us sapne ko dekha toh, dekhta hi reh gaya

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Dreams, Romance
——-

Let’s party and get tight … because it’s love at first sight

by Ajay Devgan
categorised in World & Universe
and also in Comedy, Romance
——-

Indian women are like desi daru, always make you lose control … but Indian men are like a mouse, always looking for a hole

by Divya Dutta
categorised in World & Universe
and also in Adult, Men, Women

In case there are some dialogues missed from the movie U Me Aur Hum (genre: Romance) from 2008, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *