Famous Dialogues from Movie – Raqeeb (2007)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Raqeeb released in year 2007

Idhar aa raqeeb mere tujhe main gale se laga loon … mera ishq bemazaa tha teri dushmani se pehle

by Jimmy Shergill
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Enemy
——-

Muntazir hoon kab se, ki itni shafaa meri aahon mein aaye … kuch dawa ho jayegi zindagi ki, maut agar teri baahon mein aaye

by Tanushree Dutta
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Life, Death
——-

Zindagi ki sabse badi tradegy hai … kisi zinda insaan ke andar jazbaat ka mar jana

by Sharman Joshi
categorised in World & Universe
and also in Life
——-

Duniya mein do cheezein infinite hai … yeh universe aur mard ka ego

by Sharman Joshi
categorised in World & Universe
and also in World & Universe, Men
——-

Hum jab bhi kuch hasil karte hai na … uske saath saath usse khone ka darr bhi hasil karte hai

by Tanushree Dutta
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Hum apni kamzori ko agar kamzori samajhna chhod de … toh duniya bhi usse kamzori nahi samajhti

by Tanushree Dutta
categorised in World & Universe
and also in Inspiration

In case there are some dialogues missed from the movie Raqeeb (genre: Romance) from 2007, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *