Famous Dialogues from Movie – Taj Mahal: An Eternal Love Story (2005)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Taj Mahal: An Eternal Love Story released in year 2005

Talwar ke zor par takht cheenne waale ko … baaghi kaha ja sakta hai, shahenshah nahi

by Manisha Koirala
categorised in World & Universe
and also in Royal, Drama
——-

Allah ke noor se chalka hai chehra … yeh kaisi bandagi banta hai chehra … joh kal tak ajnabi anjaan sa tha … hamari zindagi banta hai chehra

by Zulfi Syed
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Poem, Romance
——-

Hamari is rangeen duniya mein jab aap hamari mallika hongi … zindagi jaise jannat mein basar hogi

categorised in World & Universe
and also in Romance, Life
——-

Mohabbat karne waale aur mohabbat ka saath dene waale … kabhi nahi marte

categorised in World & Universe
and also in Romance, Drama
——-

Jism mitti hai mitti mein mil jayega … rooh ka jalwa phir bhi nazar aayega

categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Har ek dil yahan ek dil talash karta hai … wafaa ki, pyar ki manzil talash karta hai … yahan parwane shama se kareeb hote hai … haseen nazaron pe shehzaade shaheed hote hai … yahan dil lene dene ki ada bhi kaatil hai … yahan ke vaade bahut dil-nasheen hote hai … joh bekaraar kare woh karaar kehte hai … is bazar ko Meena Bazar kehte hai

categorised in World & Universe
and also in Poem, City & Places, Romance
——-

Bas ek nigah se ab har nazar tumhari hai … meri har raah bewaqt rahguzar tumhari hai … mera har din tumhare naam pe jeeyega sanam … meri har shyam, meri har subah tumhari hai

categorised in World & Universe
and also in Poem, Romance
——-

Shahenshah hokar bhi tu shahenshah nahi … insaan hokar bhi tu insaan nahi

by Kabir Bedi
categorised in World & Universe
and also in Royal, Drama
——-

Woh mohabbat jispar qazi ki mohar na ho … gunah kehlati hai

by Pooja Batra
categorised in World & Universe
and also in Crime, Drama
——-

Woh toofan hi kya joh jaan na lele … aur woh jaan hi kya joh toofan se darr jaye

categorised in World & Universe
and also in Weather, Life
——-

Hamari mohabbat na unke hukum ki mohtaj hai … na aapke genaune saazish ki ghulam

by Zulfi Syed
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Mohabbat junoon hai … na jagah dekhti hai, na waqt … yeh toh bas deedar chahti hai

by Zulfi Syed
categorised in World & Universe
and also in Romance, Time

In case there are some dialogues missed from the movie Taj Mahal: An Eternal Love Story (genre: History, History, Romance) from 2005, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *