Famous Dialogues from Movie – Yeh Lamhe Judaai Ke (2004)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Yeh Lamhe Judaai Ke released in year 2004

Pyar ki buniyaad kisi ki madad ya sifaarish ki mohtaj nahi hoti … yeh toh dilon se dilon ki dhadkan hai joh rishton mein badal jaati hai

by Raveena Tandon
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Koi kisi ka nahi hota hai … sab badal jaate hai … sab chale jaate hai

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Suhaagraat mein baraati nahi aate

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Marriage & Wedding, Adult, Comedy
——-

Yeh eent patthar se makaan, chhat, deewarein toh ban sakti hai … lekin ghar nahi

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in House, Drama
——-

Mere dil ko kare bekabu … saajan tere pyar ka jadoo

by Deepak Parashar
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Rishtey sirf jismon ke hote hai … baaki toh sab khayal hai

by Shahrukh Khan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Kisi insaan ka yakeen bhagwan ke yakeen se bahut bada hota hai

by Kiran Kumar
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Woh insaan kamzor hote hai joh apni zindagi ko sasti auraton ke saath guzaarte hai

by Kiran Kumar
categorised in World & Universe
and also in Life, Drama
——-

Har kamine ko apni izzat pyari hoti hai

by Mohnish Behl
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Dard bhi toh jism ka ek hissa hota hai

by Navneet Nishan
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Koshish kamyaab hoti hai … aur vaade toot jaate hai

categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Drama
——-

Woh bhool gaya ke usne sher ke mooh mein haath daala hai … ab main uska haath toh kya … uska poora wajood mitta ke rakh doonga

by Avtar Gill
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Drama
——-

Kuch log property banate hai aur kuch log property ka istimaal karte hai … aur joh log property ka istimaal karte hai … woh buddhiman hote hai

by Avtar Gill
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Izzat ka sabse zyada dhol joh hai na woh beizzat log hi peette hai

by Mohnish Behl
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Insaan rutbe ya daulat se bada nahi hota … insaan ka badapan toh uski namrata hai

categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Apun ka kaam imaandari ka hai … aur inaam na milne par … kabhi bhi dil baimaan ho sakta hai

categorised in World & Universe
and also in Truth & Honesty, Lies & Cheating, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Yeh Lamhe Judaai Ke (genre: Drama) from 2004, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *