Famous Dialogues from Movie – Musafir (2004)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Musafir released in year 2004

Taqdeer teri chutti pe hai, maut tere sarr pe hai … lekin baatein aise karta hai, jaise zindagi tere bistar pe hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Death, Life
——-

Police asli ho ya nakli … aati saali hamesha late hi hai

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Police, Comedy
——-

Jahan dekhi laundiya, nachne laga dandiya

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Dance, Comedy
——-

Sex aur chocolate dono ek hi type ka maza dete hai … fark sirf itna hai … ek mein wrapper nikalna padhta hai aur doosre mein aaj kal chadhana padhta hai

by Aditya Pancholi
categorised in World & Universe
and also in Adult, Food & Drinks, Comedy
——-

Ab Gandhiji ko hi le lo … puri zindagi ahinsa ahinsa ke peeche bhaagte rahe … aur humne unki photo aaisi cheez par chaap di … joh hinsa ki sabse badi jhad hai … paisa

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Money, Drama
——-

Ab dekh tamasha … dhikhata hoon tereko Bipasha

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Is mein sirf ek goli, aur bheje ki khali kholi … peeche ka khadda do centimeter ka, aur samne se thopda Mr.India

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Insaan chahe janwar se mard ban gaya ho … lekin kuch aaise mard hai joh janwar se insaan kabhi nahi ban sakte

by Sameera Reddy
categorised in World & Universe
and also in Men, Animals & Birds
——-

Thukai aur kamai mein ek se zyada zariya hona bahut zaroori hai … varna khud ki thukti hai

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Comedy
——-

Lambi race ke ghode ko goli nahin maarte … gud aur chana khilate hain … phir daav lagage paisa kamate hain

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Gambling, Animals & Birds, Food & Drinks
——-

Tiger na billo se darta hai … aur na billo ke pillo se

by Aditya Pancholi
categorised in World & Universe
and also in Animals & Birds, Action
——-

Aadmi musafir hota hai hero … aata hai, jaata hai

by Sanjay Dutt
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Jis din meri hatt gayi na … tu zaroor hatt jayega

by Aditya Pancholi
categorised in World & Universe
and also in Action
——-

Yeh jism dekh raha hai, resham hai resham … is pe fisalna bahut aasaan hai … chahe woh haath ho yah niyat

by Shakti Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Adult
——-

Mere aage hai jannat, toh aaj teri shaamat hai … dil yun kisiko dena, mardo ki buri aadat hai

by Koena Mitra
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Men, Comedy
——-

Kal se duniya ek pyari si jannat hai … joh khul rahi hai dheere dheere woh aaj teri kismat hai

by Koena Mitra
categorised in World & Universe
and also in Shayari, World & Universe, Luck & Destiny
——-

Nasha jitna badhe … hosh utni hi derr se aata hai

by Koena Mitra
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Musafir (genre: Thriller) from 2004, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *