Famous Dialogues from Movie – Murder (2004)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Murder released in year 2004

Bike nahi hai yeh time machine hai yeh … so put your hands around me and let me take you back in time

by Emraan Hashmi
categorised in World & Universe
and also in Transportation, Time
——-

Agni ke saat phere toh sabhi lete hai … lekin zindagi ki aag se guzarkar joh rishta kayam hota hai … usse pavitra, usse sacha bandhan aur koi nahi

by Rajendranath Zutshi
categorised in World & Universe
and also in Drama, Life
——-

Aurat agar jhoot bolne par aaye na … toh shatir se shatir aadmi ko dhokha de sakti hai

by Rajendranath Zutshi
categorised in World & Universe
and also in Women, Lies & Cheating, Men
——-

Dil apni aakhri dhadkan tak kya kar behte … koi keh sakta hai bhala?

by Mallika Sherawat
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Destiny hi toh hoti hai, jab aap bhatakte hue kisi aaise raaste par pahunch jaye … jise humne nahi chuna … balki khud-ba-khud woh raasta hum tak pahunch gaya

by Mallika Sherawat
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Drama
——-

Baarish ki woh boodein achanak aisi lagne lagi … jaise aasmaan se pani nahi, aag barasne lagi ho

by Mallika Sherawat
categorised in World & Universe
and also in Weather, Romance
——-

Ek kuari ladki ka alekapan, us shaadi shuda aurat le akelepan se lakh guna behtar hai … joh woh har pal, har raat apne pati ke bistar mein mehsoos karti hai

by Mallika Sherawat
categorised in World & Universe
and also in Women, Adult, Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Murder (genre: Thriller) from 2004, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *