Famous Dialogues from Movie – Aitraaz (2004)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Aitraaz released in year 2004

Pyar, pyar hota hai … jis mein vishvas hota hai, passion hota hai, wafaa hoti hai … aur yeh woh wafaa hai joh aadmi ko bewafaa nahi hone deti

by Akshay Kumar
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Jab pati par kisi bala ka saaya par jata hai … tab patni hi uski nazar utarti hai

by Kareena Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Husband & Wife, Drama
——-

Na main shayar hoon, na shayar ka bhatija hoon … main toh jhi apne maa baap ke manoranjan ka natija hoon

by Vivek Shauq
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Adult, Parents
——-

Pyas ab pani ho jaye, katra katra ghulab ho jaye …. tum apne haathon se joh pila do mujhko, toh mineral water bhi sharab ho jaye

by Annu Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Shayari, Food & Drinks, Comedy
——-

Kya figure hai yaar … na ek millimeter idhar na ek millimeter udhar … upar waale ne bhi cold coffee peete hue banaya hoga yeh garma garam piece

by Vivek Shauq
categorised in World & Universe
and also in Adult, Food & Drinks, Comedy
——-

Aurat nadi ke samaan hoti hai … yadi apne kinaron ki maryada mein rahe, toh lati hai khushali … aur yadi apne kinaron ki maryada todh de, toh lati hai vinash, barbadi

by Annu Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Women, Happiness, Drama
——-

Indian aadmi jahan bhi rahe, kuch bhi kare … hamesha Indian hi rahega

by Priyanka Chopra
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Aadmi ke pass dimag ho na … toh woh apna dard bhi bech sakta hai

by Amrish Puri
categorised in World & Universe
and also in Sadness

In case there are some dialogues missed from the movie Aitraaz (genre: Drama, Romance, Thriller) from 2004, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *