Famous Dialogues from Movie – Rishtey (2002)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Rishtey released in year 2002

Kanoon us andhe musafir ki tarah hai joh apna rasta … sabooton aur gawahi ki baisakhiyon ke sahare tay karta hai

by Alok Nath
categorised in World & Universe
and also in Law & Order
——-

Ab yeh duniya, yeh mehfil mere kaam ki nahi … Vaijanti ki jawani koi daam ki nahi

by Shilpa Shetty
categorised in World & Universe
and also in Comedy, World & Universe
——-

Yeh sach hai ki janam mujhe bhagwan ne diya … lekin meri zindagi mere papa ne di hai … I love you papa, I love you!

categorised in World & Universe
and also in Parents, Life
——-

Yeh aasoon mere dil ki zubaan hai … mere vaaste na koi ghar hai, na makaan hai

by Shilpa Shetty
categorised in World & Universe
and also in House, Shayari
——-

Tune mere bachche ke saaye ko choone ki koshish bhi ki … toh woh haal karoonga tera … ki na jalaane ke liye shareer bachega, na bahaane ke liye astiyan

by Anil Kapoor
categorised in World & Universe
and also in Action

In case there are some dialogues missed from the movie Rishtey (genre: Drama) from 2002, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *