Famous Dialogues from Movie – Dil Hai Tumhaara (2002)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Dil Hai Tumhaara released in year 2002

Pyar paana sabki kismat mein nahi hota

by Mahima Chaudhry
categorised in World & Universe
and also in Luck & Destiny, Romance
——-

Tum meri zindagi mein ajnabee banke aaye the … lekin ab tum iske maalik ho

by Preity Zinta
categorised in World & Universe
and also in Romance, Life
——-

There are no sentiments in business

by Arjun Rampal
categorised in World & Universe
and also in Business
——-

Tumhari jaisi sauteli beti paane ke liye … main hazaar sagi betiyan kurbaan kar doon

by Alok Nath
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Yeh woh lamhe hai jin mein maine tumhari saanson ko chua hai … jin mein maine ek bahut haseen sa khwaab dekha hai … yeh lamhe kabhi guzar nahi sakte

by Arjun Rampal
categorised in World & Universe
and also in Romance, Dreams
——-

Us chandani raat mein tum chand se bhi haseen lag rahi thi

by Arjun Rampal
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Zindagi mein hamesha logic kaam nahi karta

by Preity Zinta
categorised in World & Universe
and also in Life
——-

Jab business chalana samajh ke bahar ho jaye … toh business band kar dena chahiye

by Arjun Rampal
categorised in World & Universe
and also in Business
——-

Zindagi mein hamesha apna faida nahi dekhna chahiye … kabhi kabhi kuch kaam doosron ki bhalai ke liye bhi karne chahiye

by Alok Nath
categorised in World & Universe
and also in Inspiration, Life

In case there are some dialogues missed from the movie Dil Hai Tumhaara (genre: Family, Drama) from 2002, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *