Famous Dialogues from Movie – Deewaanapan (2001)

Collection of some famous & popular dialogues from movie Deewaanapan released in year 2001

Jaane ki baat jaane se pehle kare … toh taqleef hoti hai

by Dia Mirza
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Pyar cheez hi aaisi hai … dil kuch kehta hai toh dimaag nahi maanta … aur jab dimaag kuch kehta hai toh dil tootne ka darr lagta hai

by Arjun Rampal
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Dil par pyar ka raj hota hai … taqat aur haisiyat ka nahi

by Arjun Rampal
categorised in World & Universe
and also in Drama, Romance
——-

Woh dekho samne aasman zameen ko choom raha hai … aur zameen aasman ko dekhkar sharaabi sa jhoom raha hai

categorised in World & Universe
and also in Shayari
——-

Ek middle class aadmi kabhi paise nahi kamata … sirf izzat kamata hai

categorised in World & Universe
and also in Money, Drama
——-

Agar rishteydari banaye rakhni hai toh dooriyan banaye rakhna bahut zaroori hai

by Om Puri
categorised in World & Universe
and also in Drama
——-

Ajeeb hai yeh pyar … jitna tumse milti hoon, utna hi apne aapko tumse door mehsoos karti hoon

by Dia Mirza
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Kiran meri prarthana hai, meri ibaadat hai, mera pyar hai, mera deewanapan hai

by Arjun Rampal
categorised in World & Universe
and also in Romance
——-

Jis insaan mein mohabbat ka aaisa jazba ho … woh lagatar kisi se nafrat nahi kar sakta

by Arjun Rampal
categorised in World & Universe
and also in Drama

In case there are some dialogues missed from the movie Deewaanapan (genre: Drama, Romance) from 2001, one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialog, category, person/celebrity name it can be mentioned in comments.


Posted

in

by

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *